Hamako Apani Bharat Ki Mati Se Anupam Pyar Hai (हमको अपनी भारत की माटी से अनुपम प्यार है - RSS गीत)


Hamko Apani Bharat Ki Mati Se Anupam Pyar Hai,
Maati Se Anupam Pyaar Hai, Maati Se Anupam Pyaar hai ॥
Is Dharati Par Janm Liya Tha Dasarath Nandan Ram Ne,
Is Dharati Par Geeta Gayi yadukul-Bhushan Shaam Ne,
Is Dharati Ke Aage Jhukta Mastak Barambar Hai ॥

Hamko Apani Bharat Ki Mati Se Anupam Pyar Hai,[i]
[i]Maati Se Anupam Pyaar Hai, Maati Se Anupam Pyaar hai ॥


Is Dharati Ki Gaurav Gatha Gayi Rajasthan Ne,
Is Punit Banaya Apane Veron Ke Balidan Ne,
Meera Ke Geeton Ki Ismein Chhipi Hui Jhankar hai ॥[/i]

Hamko Apani Bharat Ki Mati Se Anupam Pyar Hai,[i]
[i]Maati Se Anupam Pyaar Hai, Maati Se Anupam Pyaar hai ॥


Kan-Kan Mandir Is Maati Ka Kan-Kan Mein bhagawan Hai,
Is Maati Se Tilak Karo Yah Mera Hindustan Hai,
Is Maati Ka Rom Rom Bharat Ka Pahhradar Hai ॥

Hamko Apani Bharat Ki Mati Se Anupam Pyar Hai,
Maati Se Anupam Pyaar Hai, Maati Se Anupam Pyaar hai,
Hamko Apani Bharat Ki Mati Se Anupam Pyar Hai,
Maati Se Anupam Pyaar Hai, Maati Se Anupam Pyaar hai ॥[/i][/i][/i]
हमको अपनी भारत की माटी से अनुपम प्यार है - RSS गीत - हिन्दी में पढ़ें
हमको अपनी भारत की माटी से अनुपम प्यार है, माटी से अनुपम प्यार है, माटी से अनुपम प्यार है ॥ इस धरती पर जन्म लिया था दसरथ नंन्दन राम ने..
Bhajan RSS BhajanRSS Geet BhajanSangh Geet BhajanGangh Geet Mala BhajanRashtriya Swayamsevak Sangh BhajanDesh Bhakti BhajanMatrabhoomi BhajanBharat BhajanPatriotic Bhajan

Other Popular Hamako Apani Bharat Ki Mati Se Anupam Pyar Hai Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

O Shankara Mere Shiv Shankara

O Shankara Mere Shiv Shankara, Balak Main Tu Pita Hai, Tujhase Kuchh Nahi Chhipa Hai,
Shankara Bholenath Bholenath, O Shankara Mere Shiv Shankara, Balak Main Tu Pita Hai ॥

O Mera O Shankara Ho

O Mera O Shankar Ho Mann Mein Baitha Hai Tu...

Laagi Lagan Shankara

Lagi Meri Preet Tere Sang, Mere Shankara । Lagi Meri Preet Tere Sang, Mere Shankara ।

Namo Namo Shankara

Jai Ho Jai Ho Shankara, Bholenath Shankara | Aadi Dev Shankara, Hey Shivay Shankara..