Humara Mann Radha Le Gayi Re (हमारा मन राधा ले गई रे - भजन)


Humara Mann Radha Le Gayi Re
Dhun - Kanhaiya Le Chal Parali Par
Humara Man, Radha, Le Gayi Re ॥
Radha, Le Gayi, Radha Le Gayi ॥
Radha, Le Gayi Re,
Humara Mann... Jay Ho ॥ Radha...

Gahari, Gahari, Van Ki Chhiyan ॥
Vahan Par, Char Rahi, Meri Gayiyan ॥
Nainan, Ke Voh, Tir Chala Ke ॥
Ghayal, Kar Gayi Re,
Humara Mann... Jay Ho ॥ Radha...

Madhuvan, Mein Main, Gayiyan Charaoon ॥
Mithi, Mithi, Bansi Bajaoon ॥
Barsane Ki, Chatur Guzariya ॥
Dil Mein, Uttar Gayi Re,
Humara Mann... Jay Ho ॥ Radha...

Main, Bhola Voh, Chatur Guzariya ॥
Breez Mein, Le Gayi, Pakad Ungaliya ॥
Baton, Hi, Baton Mein Bansi ॥
Le Ke, Khisak Gayi Re,
Humara Mann... Jay Ho ॥ Radha...

Maiya, Main, Barasane Jaoon ॥
Vahan, Se Apani, Bansi Le Aoon ॥
Bansi, Ke Bin, Gayiyan Meri ॥
Yahan Vahan, Bhage Re,
Humara Mann... Jay Ho ॥ Radha...

Bansi, Ke Bin, Chain Na Paoon ॥
Bansi, Mein Main, Radhe Radhe Gaun ॥
Ban, Vari Kahe, Hath Jod Ke ॥
Hriday, Mein Vas Gayi Re,
Humara Mann... Jay Ho ॥ Radha...
हमारा मन राधा ले गई रे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
हमारा मन राधा ले गई रे, धुन - कन्हैया ले चल परली पार, हमारा मन, राधा, ले गई रे ॥
Bhajan Radha BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanHoli BhajanPhalguna Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Jab Jab Inke Bhakto Pe Koi Sankat Aata Hai

Jab Jab Inke Bhakton Pe, Koi Sankat Aata Hai, Mera Laal Langota Bala,
Pal Mein Dauda Aata Hai ॥

Mere Balaji Maharaj Jaikara Gunje Gali Gali

Mere Balaji Maharaj, Jayakara Gunje Gali Gali, Jayakara Gunje Gali Gali, Jayakara Gunje Gali Gali, Mere Balaji Maharaj, Jayakara Gunje Gali Gali ॥