Jai Jai Gouri Lalan (जय जय गौरी ललन: भजन)


Jai Jai Gouri Lalan,
Jai Jai Ho Gajbadan,
Ekadanta Tera Ga Rahe Hai Bhajan,
Gauri Nandan Tumhai Ghar Mein Layenge Hum,
Deva Mandir Tera Sajayenge Hum ॥
Bela Champa Chameli Gulab Liya,
Chand Taron Se Aasan Hai Tera Saja,
Jai Jai Gouri Lalan,
Jai Jai Ho Gajbadan,
Ekadanta Tera Ga Rahe Hai Bhajan ॥

Teri Rahon Mein Palake Bichayenge Hum,
Deep Shraddha Ka Maan Se Jalayenge Hum,
Jai Jai Gouri Lalan,
Jai Jai Ho Gajbadan,
Ekadanta Tera Ga Rahe Hai Bhajan ॥

Chhote Muse Pe Chadhakar Ke Aana Prabhu,
Apane Bhakto Ko Darshan Dikhana Prabhu,
Jai Jai Gouri Lalan,
Jai Jai Ho Gajbadan,
Ekadanta Tera Ga Rahe Hai Bhajan ॥

Maiya Gaura Ke saath Aana Prabhu,
Sang Shiv Bholenath Ko Lana Prabhu,
Jai Jai Gouri Lalan,
Jai Jai Ho Gajbadan,
Ekadanta Tera Ga Rahe Hai Bhajan ॥

Riddhi Siddhi Bhi Sang Mein Aaegi Jo,
Janmo Janmo Ke Bhagy Jagaengi Vo,
Jai Jai Gouri Lalan,
Jai Jai Ho Gajbadan,
Ekadanta Tera Ga Rahe Hai Bhajan ॥

Shiv Gano Sang Arati Gaunga Main,
Tumhe Modak Ka Bhog Lagaunga Main,
Jai Jai Gouri Lalan,
Jai Jai Ho Gajbadan,
Ekadanta Tera Ga Rahe Hai Bhajan ॥

Bhakt Akar Ke Dar Pe Jaykar Kare,
Tere Darshan Pe Bhakt Balihar Rahe,
Jai Jai Gouri Lalan,
Jai Jai Ho Gajbadan,
Ekadanta Tera Ga Rahe Hai Bhajan ॥

Tere Gun Bappa Hraday Se Gaunga Main,
Tumhe Chandan Ka Tilak Lagaunga Main,
Jai Jai Gouri Lalan,
Jai Jai Ho Gajbadan,
Ekadanta Tera Ga Rahe Hai Bhajan ॥

Jai Jai Gouri Lalan,
Jai Jai Ho Gajbadan,
Ekadanta Tera Ga Rahe Hai Bhajan,
Gauri Nandan Tumhai Ghar Mein Layenge Hum,
Deva Mandir Tera Sajayenge Hum ॥
जय जय गौरी ललन: भजन - हिन्दी में पढ़ें
जय जय गौरी ललन, जय जय हो गजवदन, एकदन्ता तेरा गा रहे है भजन, गौरी नंदन तुम्हे घर में लाएंगे हम, देवा मंदिर तुम्हारा सजाएंगे हम ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shankar Mera Pyara.. Maa Ri Maa Mujhe Murat La De

Shankar Mera Pyara । Maa Ri Maa Mujhe Murat La De, Shiv Shankar Ki Murat La De..

Shankar Shiv Shambhu Sadhu Santan Sukhkari

Shankar Shiv Shambhu, Sadhu Santan Sukhkari , Nish Din Simaran Karte, Naam Punyakari ॥

Baba Teri Jata Mein Bahati Hai Gang Dhara

Shankar Teri Jata Mein, Baba Teri Jata Mein, Bahati Hai Gang Dhara, Bhole Teri Jata Mein,
Kali Ghata Ke Andar, Jimi Damini Ujala, Shankar Teri Jata Se, Bahati Hai Gang Dhara ॥