Jaise Tum Sita Ke Ram (जैसे तुम सीता के राम - भजन)


Jaise Tum Sita Ke Ram
Jaise Lakshman Ke Samman
Jaise Hanumat Ke Bhagwan
Vaise Hi He Ram! Mam Pooja Sweekar Karo
Jaise Tum Sita Ke Ram
Jaise Tum Tadika Sanhari
Jaise Shurpnakha Ko Taare
Jaise Pida Sabari Haari
Jaise Vanar Mitr Banaye
Jaise Navik Hridaye Lagae
Vaise Bajarang Man Hi Basaye
Vaise Hi Mere Nath Daas Ka
Vandan Angikar Karo
Mam Pooja Sweekar Karo
Jaise Tum Sita Ke Ram

Jaise Sahaj Jatayu Taara
Jaise Rishimuni Duhkh Ko Hara
Jaise Bharat Raha Hai Pyara
Jaise Bhakto Ke Rakhware
Jaise Dukhiyo Ke Duhkh Hare
Vaise Santo Ke Ho Pyare
Vaise Hi He Ram! Aasra Maya Se Uddhar Karo
Mam Pooja Sweekar Karo
Jaise Tum Sita Ke Ram

Jaise Tum Sita Ke Ram
Jaise Lakshman Ke Samman
Jaise Hanumat Ke Bhagwan
Vaise Hi He Ram! Mam Pooja Sweekar Karo
जैसे तुम सीता के राम - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जैसे तुम सीता के राम, जैसे लक्ष्मण के सम्मान, जैसे हनुमत के भगवान...
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navami BhajanSita Navmi BhajanJanaki Jayanti BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanShri Vishnu Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..