Kabhi To Mere Ghar Aana Mori Sharda Bhawani (कभी तो मेरे घर आना, मोरी शारदा भवानी: भजन)


Kabhi To Mere Ghar Aana,
Mori Sharda Bhawani,
Sharda Bhavani, Sharda Bhavani,
Kabhi To Mere Ghar Aana,
Mori Sharda Bhawani ॥
Maiya Ke Panvan Mein Painjan Bandhaungi,
Maiya Ke Panvan Mein Painjan Bandhaungi,
Painjan Bandhaungi, Ghungaru Bandhaungi,
Cham Cham Nach Dikhana,
Mori Sharda Bhavani,
Kabhi To Mere Ghar Aana,
Mori Sharda Bhawani ॥

Maiya Ke Mathe Pe Bindiya Sajaungi,
Maiya Ke Mathe Pe Bindiya Sajaungi,
Hira Jade Chamkana,
Mori Sharda Bhavani,
Kabhi To Mere Ghar Aana,
Mori Sharda Bhawani ॥

Maiya Ke Dware ‘Shivaranjani’ Hai Aae,
Maiya Ke Dware ‘Shivaranjani’ Hai Aae,
'Shivranjani' Aae, Jagrata Gae,
Bhakto Sang Thumka Lagana,
Mori Sharda Bhavani,
Kabhi To Mere Ghar Aana,
Mori Sharda Bhawani ॥

Kabhi To Mere Ghar Aana,
Mori Sharda Bhawani,
Sharda Bhavani, Sharda Bhavani,
Kabhi To Mere Ghar Aana,
Mori Sharda Bhawani ॥
कभी तो मेरे घर आना, मोरी शारदा भवानी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
कभी तो मेरे घर आना, मोरी शारदा भवानी, शारदा भवानी, शारदा भवानी, कभी तो मेरें घर आना, मोरी शारदा भवानी ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanAshtami BhajanGupt Navratri Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Hari Ka Bhajan Karo, Hari Hai Tumhara!

Hari Ka Bhajan Karo, Hari Hai Tumhara, Hari Ke Bhajan Bin, Hari Ke Bhajan Bin, Nahin Gujara

Sab Dhamo Se Dham Nirala Shri Vrindavan Dham

Sab Dhamon Se Dham Nirala, Shri Vrindavan Dham, Kunj Nikunj Mein Jahan Viraje, Pyare Shyama Shyam, Mera Vrindavan Pyara, Mera Brajdham Hai Nyara..

Main To Apne Shyam Ki Diwani Ban Jaungi

Main to Apne Shyam Ki, Diwani Ban Jaungi, Mastani Ban Jaungi...