Kailash Ke Nivasi Namo Bar Bar Hoon (कैलाश के निवासी नमो बार बार हूँ)


Kailash Ke Nivasi Namo Bar Bar Hoon,
Aaye Sharan Tihari Prabhu Tar Tar Tu,
Bhagto Ko Kabhi Shiv Ne Nirash Na Kiya,
Manga Jise Chaha Vahi Vardan De Diyan,
Bada Hai Tera Dayara Bada Datar Tu,
Aaye Sharan Tihari Prabhu Tar Tar Tu,
Bakhan Kya Karu Main Rakho Ki Dher Ka,
Chutki Kaboot Mein Hai Khajana Kuber Ka,
Hey Ganga Dhar Mukti Dhar Om Kar Tu,
Aaye Sharan Tihari Prabhu Tar Tar Tu,

Kya Kya Nahin Diya Hai Ye Ham Praman Hai,
Teri Kirpa Ke Aasre Sara Jahan Hai,
Zahar Piya Jeevan Diya Kitna Udhar Tu ,
Aaye Sharan Tihari Prabhu Tar Tar Tu,

Teri Kirpa Bina Na Hile Ik Bhi Adhu,
Lete Hai Saans Teri Daya Se Tanu Tanu,
Karde Thath Ik Vaar Mujhko Nihar Tu,
Aaye Sharan Tihari Prabhu Tar Tar Tu,
कैलाश के निवासी नमो बार बार हूँ - हिन्दी में पढ़ें
कैलाश के निवासी नमो बार बार हूँ, आये शरण तिहारी प्रभु तार तार तू
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanPrem Prakash Dubey Bhajan

Other Popular Kailash Ke Nivasi Namo Bar Bar Hoon Video

By Master Rana

By Jaya Kishori Ji

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Hari Nam Sumir Sukhdham Jagat Mein

Hari Nam Sumir Sukhdham, Hari Nam Sumir Sukhdham, Jagat Mein Jeevan Do Din Ka...

Kuch Nahi Bigadega Tera Hari Sharan Aane Ke Baad

Kuch Nahin Bigdega Tera, Hari Sharan Aane Ke Baad । Har Khushi Mil Jayegi Tujhe..

Hari Hari Hari Sumiran Karo

Hari Hari, Hari Hari, Sumiran Karo, Hari Charnaravind Ur Dharo

Uth Khada Ho Lakshman Bhayia Ji Na Lage

Uth Khada Ho Lakshman Bhayia Ji Na Lage, Lakhnva Nahi Jana Ki Ji Na Lage ॥

Chalo Ayodhya Ram Raj Mein

Chalo Ayodhya Ram Raj Mein, Saja Dipo Ki Thali, Paap Ki Koi Bhag Nahi Hai, Chamake Dharm Ki Laali, Hue Dhanya Dhara Ye Avadha Ki, Aaye Jo Ram Ayodhya Mein ॥