Kaise Bhulunga Dadi Main Tera Upkar (कैसे भूलूंगा दादी मैं तेरा उपकार: भजन)


Kaise Bhulunga Dadi Main Tera Upkar,
Rani Rahega Tera,
Rani Rahega Tera Hardam Mera Parivar,
Kaise Bhulunga Dadi Main Tera Upkar,
Kaise Bhulunga Dadi Main Tera Upkar ॥
Ghum Rahi Aankhon Ke Aage,
Bite Kal Ki Tashviren,
Nakam Aur Mayushi,
Saathi Saathi The Mere,
Dar Dar Bhatak Raha Tha,
Dar Dar Bhatak Raha Tha,
Main Bebas Aur Lachar,
Kaise Bhulunga Dadi Main Tera Upkar,
Kaise Bhulunga Dadi Main Tera Upkar ॥

Kabhi Kabhi To Sochun Kese,
Khota Tuti Naiya Ki,
Agar Tum Nahi Banati Maiya,
Aakar Meri Khivaiya To,
Dub Hi Jati Meri,
Maa Dub Hi Jati Meri,
Ye Naiya To Majdhar,
Kaise Bhulunga Dadi Main Tera Upkar,
Kaise Bhulunga Dadi Main Tera Upkar ॥

Bojh Tere Ahasano Ka,
‘Sonu’ Par Itana Jyada Hai,
Kam Karne Ki Koshish Mein Ye,
Aur Bhi Badta Jata Hai,
Maa Utar Na Paye Karja,
Kabhi Utar Na Paye Karja,
Chahe Lun Janma Hajara,
Kaise Bhulunga Dadi Main Tera Upkar,
Kaise Bhulunga Dadi Main Tera Upkar ॥

Kaise Bhulunga Dadi Main Tera Upkar,
Rani Rahega Tera,
Rani Rahega Tera Hardam Mera Parivar,
Kaise Bhulunga Dadi Main Tera Upkar,
Kaise Bhulunga Dadi Main Tera Upkar ॥
कैसे भूलूंगा दादी मैं तेरा उपकार: भजन - हिन्दी में पढ़ें
कैसे भूलूंगा दादी मैं तेरा उपकार, ऋणी रहेगा तेरा, ऋणी रहेगा तेरा हरदम मेरा परिवार, कैसे भूलूँगा दादी मैं तेरा उपकार, कैसे भूलूँगा दादी मैं तेरा उपकार ॥
Bhajan Navratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..