Kholo Samadhi Bhole Shankar Mujhe Darsh Dikhao (खोलो समाधी भोले शंकर, मुझे दरश दिखाओ - भजन)


Kholo Samadhi Bhole Shankar,
Mujhe Darash Dikhao,
Iss Jag Ki Jhoothi Maya,
Se Mujhko Bachao,
Kholo Samadhi Bhole Shankar,
Mujhe Darash Dikhao ॥
Shiv Shiv Japti Main,
Door Se Aai,
Shiv Shiv Japti Main,
Door Se Aai,
Dar Dar Ki Thokren Hai Khai,
Mujhe Darash Dikhao,
Kholo Samadhi Bhole Shankar,
Mujhe Darash Dikhao ॥

Tumko Dhoondha Prabhu,
Mandir Mandir,
Tumko Dhoondha Prabhu,
Mandir Mandir,
Phir Bhi Prabhu Dhoondh Na Pai,
Mujhe Darash Dikhao,
Kholo Samadhi Bhole Shankar,
Mujhe Darash Dikhao ॥

Lai Main Bhole Baba,
Bel Dhatoora,
Lai Main Bhole Baba,
Bel Dhatoora,
Ganga Jal Main Leke Aai,
Mujhe Darash Dikhao,
Kholo Samadhi Bhole Shankar,
Mujhe Darash Dikhao ॥

Karo Mope Kirpa,
Mere Bhole Baba,
Karo Mope Kirpa,
Mere Bhole Baba,
Daasi Ka Bhagya Jagao,
Mujhe Darash Dikhao,
Kholo Samadhi Bhole Shankar,
Mujhe Darash Dikhao ॥

Kholo Samadhi Bhole Shankar,
Mujhe Darash Dikhao,
Iss Jag Ki Jhoothi Maya,
Se Mujhko Bachao,
Kholo Samadhi Bhole Shankar,
Mujhe Darash Dikhao ॥
खोलो समाधी भोले शंकर, मुझे दरश दिखाओ - भजन - हिन्दी में पढ़ें
खोलो समाधी भोले शंकर, मुझे दरश दिखाओ, इस जग की झूठी माया, से मुझको बचाओ, खोलो समाधि भोले शंकर, मुझे दरश दिखाओ ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Utho Sone Walo Sabera Hua Hai

Utho Sone Walo Sabera Hua Hai । Watan Ke Phakiron Ka Phera Hua Hai ॥ Utho Ab Nirasha Nisha Kho Rahi Hai

Adiyogi The Source Of Yoga

Door us aakash ki gehraiyon mein, Ek nadi se beh rahe hain Adiyogi...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।