Leke Pooja Ki Thali Jyot Man Ki Jagali (लेके पूजा की थाली, ज्योत मन की जगाली - भजन)


Leke Pooja Ki Thali
Jyot Mann Ki Jagali
Teri Aarti Utaroon
Bholi Maa
Tu Jo De De Sahara
Sukh Jeevan Ka Sara
Tere Charnon Pe Varoon
Bholi Maa
O Maa.. O Maa..

Leke Pooja Ki Thali
Jyot Mann Ki Jagali
Teri Aarti Utaroon
Bholi Maa

Tu Jo De De Sahara
Sukh Jeevan Ka Sara
Tere Charnon Pe Varoon
Bholi Maa
O Maa.. O Maa..

Dhool Tere Charnon Ki Le Kar
Mathe Tilak Lagaya
Ho.. Dhool Tere Charnon Ki Le Kar
Mathe Tilak Lagaya
Yahi Kamna Lekar Maiya
Dware Tere Main Aaya

Rahun Main Tera Ho Ke
Teri Seva Mein Kho Ke
Sara Jeevan Gujaroon
Bholi Maa

Tu Jo De De Sahara
Sukh Jeevan Ka Sara
Tere Charnon Pe Varoon
Bholi Maa
O Maa.. O Maa..

Saphal Hua Ye Janam Ke Main Tha
Janmon Se Kangal
Ho.. Saphal Hua Ye Janam Ke Main Tha
Janmon Se Kangal
Tune Bhakti Ka Dhan Deke
Kar Diya Malamal

Rahe Jab Tak Ye Pran
Karoon Tera Hi Dhyan
Naam Tera Pukaroon
Bholi Maa

Tu Jo De De Sahara
Sukh Jeevan Ka Sara
Tere Charnon Pe Varoon
Bholi Maa
O Maa… O Maa…

Leke Pooja Ki Thali
Jyot Man Ki Jagali
Teri Aarti Utaroon
Bholi Maa

Tu Jo De De Sahara
Sukh Jeevan Ka Sara
Tere Charnon Pe Varoon
Bholi Maa
O Maa.. O Maa…
लेके पूजा की थाली, ज्योत मन की जगाली - भजन - हिन्दी में पढ़ें
हे नाम रे सबसे बड़ा तेरा नाम, ओ शेरोवाली, ऊँचे डेरों वाली,..
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri Bhajan

Other Popular Leke Pooja Ki Thali Jyot Man Ki Jagali Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kirpa Ki Na Hoti Jo Addat Tumhari

Kripa Ki Na Hoti Jo, Aadat Tumhari, To Suni Hi Rahti, Adalat Tumhari

Parbhu Ke Charno Se Sachha Pyar

Ravan Ne Ram Se Ber Kiya Use Ab Bhi Jalaya Jata Hai, Ban Bhakta Vibhisan Saran Gaye Ghar Baae Usi Ka Ho Jaye, Parbhu Ke Charno Se Gar Sachha Pyar Kisi Ko Ho Jaye ॥

Jisko jivan Main Mila Satsang Hai

Jise Jeevan Main Mila Satsang Hain, Use Hardam Anand Hi Anand Hai ।

Mere Ram Ayodhya Aaye

Utsav Bhari Sabhi Manao Ri, Mere Ram Ayodhya Aaye, Mere Ram Ayodhya Aaye, Prabhu Ram Apane Ghar Aaye ॥

Ram Bhajan - Shri Ramji Padhare

Ramji Padhare, Shree Ramji Padhare, Hey ! Dekho Avadh Nagariya Mein Ramji Padhare