Man Chal Re Vrindavan Dham (मन चल रे वृन्दावन धाम - भजन)


Maan Chal Re Vrindavan Dham,
Radhe Radhe Gayenge,
O Radhe Radhe Gayenge,
Radhe Radhe Gayenge,
Tera Kodi Lage Na Chal Dham,
Radhe Radhe Gayenge ॥
Vrindaban Mein Banke Bihari,
Odh Ke Baithyo Kanvaliya Kali,
Tujhe Wahi Pe Mile Vishram,
Radhe Radhe Gayenge,
Maan Chal Re Vrindavan Dham,
Radhe Radhe Gayenge ॥

Vrindaban Mein Yamuna Kinara,
Nirmal Sital Bahati Hai Dhara,
Tujhe Mil Jaye Shyam Shyam,
Radhe Radhe Gayenge,
Maan Chal Re Vrindavan Dham,
Radhe Radhe Gayenge ॥

Shree Nidhivan Ki Sobha Hai Nyari,
Haridaas Ju Ke Banke Bihari,
Tere Ban Jaye Bigde Kaam,
Radhe Radhe Gayenge,
Maan Chal Re Vrindavan Dham,
Radhe Radhe Gayenge ॥

Pagal Ka Pagalpan Dekho,
Prabhu Ki Khatir Taan Maan Dekho,
Dekho Barasano Aur Nandaganv,
Radhe Radhe Gayenge,
Maan Chal Re Vrindavan Dham,
Radhe Radhe Gayenge ॥

Maan Chal Re Vrindavan Dham,
Radhe Radhe Gayenge,
O Radhe Radhe Gayenge,
Radhe Radhe Gayenge,
Tera Kodi Lage Na Chal Dham,
Radhe Radhe Gayenge ॥
मन चल रे वृन्दावन धाम - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मन चल रे वृन्दावन धाम, राधे राधे गाएंगे, ओ राधे राधे गाएंगे, राधे राधे गाएंगे, तेरा कोड़ी लगे न च दाम, राधे राधे गाएंगे ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanIskcon Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Hari Ka Bhajan Karo, Hari Hai Tumhara!

Hari Ka Bhajan Karo, Hari Hai Tumhara, Hari Ke Bhajan Bin, Hari Ke Bhajan Bin, Nahin Gujara

Sab Dhamo Se Dham Nirala Shri Vrindavan Dham

Sab Dhamon Se Dham Nirala, Shri Vrindavan Dham, Kunj Nikunj Mein Jahan Viraje, Pyare Shyama Shyam, Mera Vrindavan Pyara, Mera Brajdham Hai Nyara..

Main To Apne Shyam Ki Diwani Ban Jaungi

Main to Apne Shyam Ki, Diwani Ban Jaungi, Mastani Ban Jaungi...