Mata Mahadevi Hai Naam Viraji Dasharman Main (माता महादेवी है नाम, विराजी दशरमन में: भजन)


Mata Mahadevi Hai Naam,
Viraji Dasharman Mein,
Seva Mein Panda Hazaar,
Mai Ki Madhuliya Mein,
Mata Mahadevi Hain Naam,
Viraji Dasharman Mein ॥
Aap Viraji Seel Mein Jakar,
Nagari Basa Dai Niche Aakar,
Seva Mein Sab Nar Naar,haye,
Mai Ki Madhuliya Mein,
Mata Mahadevi Hain Naam,
Viraji Dasharman Mein ॥

Niche Viraje Ram Lala Ji,
Sang Mein Unke Sita Maan Bhi,
Seva Mein Hanumat Laal,
Mai Ki Madhuliya Mein,
Mata Mahadevi Hain Naam,
Viraji Dasharman Mein ॥

Navrate Mein Boye Jaware,
Dwar Tumhare Kaali Nache,
Karte Sab Jai Jaikar,
Mai Ki Madhuliya Mein,
Mata Mahadevi Hain Naam,
Viraji Dasharman Mein ॥

Bhakton Tum Bhi Araj Laga Lo,
Apne Bigde Kaaj Sawaro,
Bante Har Bigde Kaaj,
Mai Ki Madhuliya Mein,
Mata Mahadevi Hain Naam,
Viraji Dasharman Mein ॥

Mata Mahadevi Hai Naam,
Viraji Dasharman Mein,
Seva Mein Panda Hazaar,
Mai Ki Madhuliya Mein,
Mata Mahadevi Hain Naam,
Viraji Dasharman Mein ॥
माता महादेवी है नाम, विराजी दशरमन में: भजन - हिन्दी में पढ़ें
माता महादेवी है नाम, विराजी दशरमन में, सेवा में पंडा हज़ार, माई की मढुलिया में, माता महादेवी हैं नाम, विराजी दशरमन में ॥
Bhajan Navratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Ganesh Gananath Dayanidhi

Jai Ganesh Gananath Dayanidhi, Sakal Vighan Kar Door Hamare, Pratham Dhare Jo Dhyan Tumharo..

Gauri Ganesh Manau Aaj Sudh Lije Hamari

Gauri Ganesh Manaon, Aaj Sudh Leeje Hamaari । Surahin Gaiya Ko Gobar Managaun, Dig Dhar Agana Leepaon..

Sun Radhika Dulari Main

Sun Radhika Dulari Mein, Hoon Dwar Ka Bhikhari, Tere Shyam Ka Pujari..

Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati

Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati, Aapki Meharbani Humen Chahiye, Pahle Sumiran Karoon Ganpati Aapka, Lab Pe Mithi Si Vani Humen Chahiye, Riddhi Siddhi Ke Data Suno Ganpati ॥

Ganpati Karte Charno Mein Hum Hai Naman

Ganpati Karte Charno Mein Hum Hai Naman, Kare Pooja Tumhari Sab Hoke Magan, Shiv Gaura Ke Laal Ko Dhyate Hai Hum, Hey Ganpati Tumko Manate Hai Hum, Ganpati Karate Charano Mein Hum Hai naman,
Kare Pooja Tumhari Sab Ho Ke Magan ॥