Mero Khoy Gayo Bajuband (मेरो खोय गयो बाजूबंद - होली रसिया)


Udham Aisa Macha Braj Mein, Sab Kesar Rang Umangan Seenchen
Chaupad Chhajjan Chhattan, Chaubaare Baith Ke Kesar Peesen।
Bhar Pichakari Dai Piy Ko, Peechhe Se Gupal Gulal Ulichen
Are Ek Hi Sang Phuhar Paden, Sakhi Vah Hue Upar Main Hui Niche।
Upar-Niche Hote-Hote, Ho Gaya Bhari Dvand
Na Jane Us Samay Mera, Kahan Kho Gaya Bajuband॥
Ho Mera, Ho Mera, Ho Mera
Udham Aiso Machyo Brj Mein,
Sab Kesar Umang Man Seenche,
Kyon Padmakar Chhajjan Thakan,
Baithat Chhajat Kesar Peese,
De Pichakari Bhagi Piy Ko,
Pachhe Se Gopal Gulal Uliche,
Ekahi Sang Vahar Pite,
Sakhi Vo Bhaye Upar Main Bhi Neeche,
Upar Niche He Sakhi He Gayo Bhari Band,
Na Jane Va Samay Kahan,
Mero Khoy Gayo Bajuband।
Dai Pichki Bhaji Bhiji Tahan Par, Peechhe Gupal Gulal Uliche।
Ek Hi Sag Yahan Rapate Sakhi Ye Bhe Upar Ve Bhi Neeche।

Mero Khoy Gayo Bajuband,
Rasiya Hori Mein,
Hori Mein, Hori Mein,
Hori Mein, Hori Mein,
Mero Khoy Gayo Bajuband,
Rasiya Holi Mein।

Bajuband Mere Bado Re Mol Ko,
to Pe Banavaun Pure Tol Ko,
Nand Ke Parajand,
Rasiya Hori Mein,
Mero Khoy Gayo Bajuband,
Rasiya Holi Mein।

Saas Ladegi Meri Nandul Ladegi,
Khasam Ki Sir Pe Maar Padegi,
He Jaay Sab Ras Bhang,
Rasiya Hori Mein,
Mero Khoy Gayo Bajuband,
Rasiya Holi Mein।

Udham Tene Lala Bahut Machayo,
Laaj Sharam Jaane Kahan Dhari Aayo,
Main to Hoy Gai Tose Tang,
Rasiya Hori Mein,
Mero Khoy Gayo Bajuband,
Rasiya Holi Mein।

Teri Meri Preet Purani,
Tumane Mohan Naay Pahachani,
Moku Le Chal Apane Sang,
Rasiya Hori Mein,
Mero Khoy Gayo Bajuband,
Rasiya Holi Mein।

Mero Khoy Gayo Bajuband,
Rasiya Hori Mein,
Hori Mein, Hori Mein,
Hori Mein, Hori Mein,
Mero Khoy Gayo Bajuband,
Rasiya Holi Mein।
मेरो खोय गयो बाजूबंद - होली रसिया - हिन्दी में पढ़ें
मेरो खोय गयो बाजूबंद, रसिया होरी में, होरी में, होरी में, मेरो खोय गयो बाजूबंद, रसिया होली में।
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanHoli BhajanPhalguna BhajanIskcon Bhajan

Other Popular Mero Khoy Gayo Bajuband Video

Ram Avatar Sharma

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Main Too Aai Vrindavan Dham Kishori Tere Charanan Main

Main to Aai Vrindavan Dham Kishori Tere Charnan Mein । Kishori Tere Charanan Mein,..

Karke Isharo Bulaye Gayi Re

Bhakti Bharat is bringing you a devotional song cherished by Indresh-ji; here are the lyrics.. karke isharo bulaye gai re, barsane ki chhori radha gori gori

Naam Meri Radha Rani Ka Jis Jis NeGaya Hai

Naam Meri Radha Rani Ka Jis Jis Ne Gaya Hai, Banke Bihari Ne Use Apana Banaya Hai, Jai Radhe Jai Radhe Jai Shree Radhe Bolo Jai Radhe ॥

Basale Maan Mandir Me Ram

Basale Man Mandir Mein Ram, Banenge Bigde Tere Kaam, Basalen Man Mandir Mein Ram, Basalen Man Mandir Mein Ram ॥

O Ram Ji Tere Bhajan Ne Bada Sukh Dina

O Ramji Tere Bhajan Ne, Bada Sukh Dina, Tere Bhajan Ne, Bada Sukh Dina, Ye Duniya Diwani, Do Din Ki Kahani, Pal Do Pal Ka Hai Jina, Bada Sukh Dina, Tere Bhajan Ne, Bada Sukh Dina ॥