Mukut Sir Mor Ka, Mere Chit Chor Ka (मुकुट सिर मोर का, मेरे चित चोर का - भजन)


Mukut Sir Mor Ka, Mere Chit Chor Ka ।
Do Naina Sarkar Ke, Katile Hain Katar Se ॥Kamal Lajjaye Tere Naino Ko Dekh Ke ।
Bhooli Ghatayen Teri Kajre Ki Rekh Pe ।
Yah Mukhda Nihaar Ke, so Chand Gaye Haar Ke,
Do Naina Sarkar Ke, Katile Hain Katar Se ॥
॥ Mukut Sir Mor Ka… ॥

Kurban Jaoon Teri Baanki Adaon Pe ।
Paas Mere Aaja Tohe Bhar Main Bhar Loon Main Baahon Mein ।
Jamane Ko Visar Ke, Dilo Jaan Tope Vaar Ke,
Do Naina Sarkar Ke, Katile Hain Katar Se ॥
॥ Mukut Sir Mor Ka… ॥

Raman Bihari Nahin Tulna Tumhari ।
Tujh Sa Na Pahale Koi Na Dekha Agadi ।
Deevanon Ne Vichar Ke, Kaha Yah Pukar Ke,
Do Naina Sarkar Ke, Katile Hain Katar Se ॥
॥ Mukut Sir Mor Ka… ॥

Mukut Sir Mor Ka, Mere Chit Chor Ka ।
Do Naina Sarkar Ke, Katile Hain Katar Se ॥
मुकुट सिर मोर का, मेरे चित चोर का - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मुकुट सिर मोर का, मेरे चित चोर का। दो नैना सरकार के, कटीले हैं कटार से...
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanHoli BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanDevi Chitralekhaji Bhajan

Other Popular Mukut Sir Mor Ka, Mere Chit Chor Ka Video

Mukut Sir Mor Ka By Poonam Didi

Mukut Sir Mor Ka By Hita Ambrish

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Tera Jag Hai Kare Gunagaan Gajaanan Lambodar

Tera Jag Hai Karen Gungaan, Gajanan Lambodar, Lambodar Hey Lambodar, Lambodar Hey Lambodar,
Tu Jag Mein Sabse Mahan, Gajanan Lambodar, Tera Jag Hai Kare Gungaan, Gajanan Lambodar ॥

Gajanand Maharaj Padharo Kirtan Ki Taiyari Hai

Pratham Manaye Ganesh Ke, Dhyaoo Sharada Maat, Maat-Pita Guru Prabhu Charan...

Preet Main Puje Naam Tumhara

Preet Me Puje Naam Tumhara, Ganpati Jagat Khivaiya, Shiv Nandan Ab Aaj Hamari, Paar Lagana Naiyya, Jai Gauri Ke Lala ॥

Gaura Rani Ne Japi Aisi Mala

Gaura Rani Ne Japi Aisi Mala, Mila Hai dekho Damru Wala ॥

Japo Bum Bum Rato Bum Bum

Japo Bum Bum Rato Bum Bum, Mitenge Apne Sare Gam, Japo Bum Bum Rato Bum Bum, Mitenge Apne Sare Gam, Ye Bhole Ka Mahan Mantra, Ye Bhole Ka Mahan Mantra, Sada Ratte Rahenge Hum, Japo Bum Bum Rato Bum Bum, Mitenge Apne Sare Gam ॥