Naam Meri Radha Rani Ka Jis Jis NeGaya Hai (नाम मेरी राधा रानी का जिस जिस ने गाया है: भजन)


Naam Meri Radha Rani Ka Jis Jis Ne Gaya Hai,
Banke Bihari Ne Use Apana Banaya Hai,
Jai Radhe Jai Radhe Jai Shree Radhe Bolo Jai Radhe ॥
Naam Meri Radh rani ka Sada Deta Sahara hai,
Tu Bhi Ek Baar Jap Le Yah Naam Bada Pyara hai,
Jai Radhe Jai Radhe Jai Shree Radhe Bolo Jai Radhe ॥

Radha Radha Naam Vali Fir Jisne Mala Hai,
Us Par Rijhi Gaya Mera Murali Vala Hai Jai Radhe,
Jai Radhe Jai Radhe Jai Shree Radhe Bolo Jai Radhe ॥

Radha Radha Naam Ka To Hua Pagal Jamana Hai,
Pyari Tinon Loko Se Shree Ji Ka Barsana Hai,
Jai Radhe Jai Radhe Jai Shree Radhe Bolo Jai Radhe ॥
BhaktiBharat Lyrics

Radha Radha Naam Vali Chad Gae Hame Masti Hai,
Harshit Pe Kirpa Radha Rani Ki Barsati Hai,
Jai Radhe Jai Radhe Jai Shree Radhe Bolo Jai Radhe ॥
नाम मेरी राधा रानी का जिस जिस ने गाया है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
नाम मेरी राधा रानी का जिस जिस ने गाया है, बांके बिहारी ने उसे अपना बनाया है, जय राधे जय राधे जय श्री राधे बोलो जय राधे ॥
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam Bhajan

Other Popular Naam Meri Radha Rani Ka Jis Jis NeGaya Hai Video

Sabse Unchi Prem Sagai By Jaya Kishori

Sabse Unchi Prem Sagai By Shri Devkinandan Thakur Ji

Sabse Unchi Prem Sagai Srishti Bhandari

Sabse Unchi Prem Sagai By Varsha Shrivastava

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Dekho Pawan Param Shri Ram Ke Charan

Dekho Pawan Param Shri Ram Ke Charan, Shri Ram Ke Charan, Prabhu Ram Ke Charan, Dekhon Pawan Param Shri Ram Ke Charan ॥

Ram Tumhara Naam

Ram Tumhara Naam, Sukhon Ka Saar Hua, Ram Lehar Main Jo Dooba, Bas Wo Hi Par Hua..

Gira Ja Raha Hu Utha Lo

Prabhu Apane Dar Se, Ab to Na Taalo, Gira Ja Raha Hoon, Utha Lo Utha Lo, Khali Na Jata Koi Dar Se Tumhare..