Parvat Se Utar Kar Maa Mere Ghar Aa Jana (पर्वत से उतर कर माँ, मेरे घर आ जाना - भजन)


Parvat Se Utar Kar Maa,
Mere Ghar Aa Jana,
Main Bhi Bhagat Tera,
Mera Naam Bada jaana ॥
Maiya Tere Bete Ko,
Tera Hi Shahara Hai,
Jab Jab Kasta Pada,
Maine Tumhai Hi Pukara Hai,
Ab Der Karo Na Meri Maa,
Daudi Daudi Aa Jana,
Parvat Se Utar Kar Maa,
Mere Ghar Aa Jana ॥

Na Seva Teri Jaanu,
Na Pooja Teri Jaanu,
Main To Hun Agyani Maa,
Teri Mahima Na Jaanu,
Main Laal Tu Maiya Meri,
Bas Itna Hi jaana,
Parvat Se Utar Kar Maa,
Mere Ghar Aa Jana ॥

Jab Aaogi Ghar Maa,
Main Charan Pakharunga,
Charonon Ko Dhul Teri,
Main Mathe Se Lagaunga,
Main Charonon Main Shish Rakhun,
Tum Haath Badha jana,
Parvat Se Utar Kar Maa,
Mere Ghar Aa Jana ॥

Maa Rahata Hun Har Pal,
Bas Tere Hi Adhar,
Ye Maang Raha Hai ‘Vishaal’,
Bas Thoda Sa Pyar,
Maa Apane ‘Mahesh; Ko Tu,
Aa Rah Dikha Jaana,
Parvat Se Utar Kar Maa,
Mere Ghar Aa Jana ॥

Parvat Se Utar Kar Maa,
Mere Ghar Aa Jana,
Main Bhi Bhagat Tera,
Mera Naam Bada jaana ॥
पर्वत से उतर कर माँ, मेरे घर आ जाना - भजन - हिन्दी में पढ़ें
पर्वत से उतर कर माँ, मेरे घर आ जाना, मैं भी भगत तेरा, मेरा मान बढ़ा जाना ॥
Bhajan Navratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Bhajan: Kashi Wale Devghar Wale Jai Shambu

Kashi Vale Devghar Vale, Bhole Damroo Dhari । Khel Tere Hain Nirale, Shiv Shankar Tripurari ।

Shiv Hi Base Hai Kan Kan Mein

Shiv Hi Base Hai Kan Kan Mein, Kedaar Ho Ya Kashi, Dwadash Jyotirling Hai, Har Disha Mein Hai Kailashi, Shiv Hi Base Hai Kan Kan Mein, Kedaar Ho Ya Kashi ॥

Vasa Hai Bhagto Ke Dil Me Naam Bhole Nath Ka

Shiv Apnon Se Naam Suna Hai Tere Dhaam Ka, Vasa Hai Bhagto Ke Dil Mein Naam Bhole Naath Ka ॥

Shambhu Shambhu Shambhu Bol Mana Jag Ka Kya Pata

Shambhu Shambhu Shambhu Bol Mana, Jag Ka Kya Pata, Shivay Shiv Shiv Bol Mana, Tan Kya Pata, Bhole Bhole Bhole Bol Mana, Dhan Ka Kya Pata, Shambhu Shambhu Shambhu Bol Mana,
Jag Ka Kya Pata ॥