Radhe Pooch Rahi Tulsa Se (राधे पूछ रही तुलसा से - भजन)


Radhe Puchh Rahi Tulsa Se,
Tulsa Kahan Tera Sasural ।
Radhe Puchh Rahi Tulsa Se,
Tulsa Kahan Tera Sasural ।
Kahan Tera Sasural Tulsa,
Kaun Tere Bhartaar ।

Radhe Puchh Rahi Tulsa Se,
Tulsa Kahan Tera Sasural ।

Neelgagan Hain Pita Humare,
Bhagirathi Hain Maat ।
Vrindavan Sasural Humari,
Sanwariya Bhartaar ।

Radhe Puchh Rahi Tulsa Se,
Tulsa Kahan Tera Sasural ।

Baldau Hain Jeth Humare,
Maat Yashoda Saas ।
Nand Baba Hain Sasur Humare,
Nanad Subhadra Maat ।

Radhe Puchh Rahi Tulsa Se,
Tulsa Kahan Tera Sasural ।

Tum to Radhe Bagal Viraje,
Subah Sinche Sab Naar ।
Mere Bina Hari Bhave Na Bhog,
Meri Pade Darkar ।

Radhe Puchh Rahi Tulsa Se,
Tulsa Kahan Tera Sasural ।

Har Ki Mein Patrani Kuhaun,
Hari Mere Dhan Bhaag ।
Yahi Hai Bahana Parichay Mera,
Hari Hai Mere Suhaag ।

Radhe Puchh Rahi Tulsa Se,
Tulsa Kahan Tera Sasural ।
राधे पूछ रही तुलसा से - भजन - हिन्दी में पढ़ें
राधे पूछ रही तुलसा से, तुलसा कहाँ तेरा ससुराल । कहाँ तेरा ससुराल तुलसा,कौन तेरे भरतार ।
Bhajan Shri Radha Krishna BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanEkadasi BhajanTulasi Vivah Bhajan

Other Popular Radhe Pooch Rahi Tulsa Se Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Chitrakoot Ke Ghat Ghat Par Shabri Dekhe Baat

Chitrakoot Ke Ghat-Ghat Par, Shabari Dekhe Baat, Ram Mere Aa Jao, Chitrakut Ke Ghat-Ghat Par...

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya, Nandlala Ghanshyam Re, Govardhan Girdhari Kanha, Tere Kitne Naam Re, Bolo Shyam Radhe Shyam...

Ek Nazar Bas Ek Nazar Hum Pe Bhi Mohan Vaar De

Ek Nazar Bas Ek Nazar, Hum Pe Mohan Vaar De, Zindagi Ki Dagmagati, Meri Naiya Taar De ॥

Kahiyo Darshan Dinhe Ho Bhilaniyo Ke Ram

Kahiyo Darshan Dinhe Ho, Bhilniyon Ke Ram ।

Phoolon Mein Saj Rahe Hai

Phoolon Mein Saj Rahe Hain, Shri Vrindavan Bihari, Aur Sath Saj Rahi Hai, Vrishbhanu Ki Dulari ॥