Ram Ko Maang Le Mere Pyare (राम को मांग ले मेरे प्यारे: भजन)


Ram Ko Mang Le Mere Pyare
Umr Bhar Ko Sahara Milega
Sirph Inki Sharan Hi Mein
Jindagi Bhar Gujara Milega
Ram Ko Mang Le Mere Pyare
Kitna Do Hathon Se Le Sakega
Dene Wale Ki Hai Lakh Banhen
Iski Banh Pakad Kar to Dekho
Khushnuma Sa Najara Milega
Ram Ko Mang Le Mere Pyare

Khud Ko Tanha Samajhta Hai Tu
Kan Kan Mein Wah Samaya Hai
Dukh Mein Awzj Dekar to Dekho
Kaushalya Ka Dulara Milega
Ram Ko Mang Le Mere Pyare

Rup Naino Mein Inko Basa Lo
Naam Lete Raho Chalte - Phirte
Chahe Toophan Ho Ya Bhanwar Ho
Har Saphar Mein Kinara Milega
Ram Ko Mang Le Mere Pyare
Umr Bhar Ko Sahara Milega
राम को मांग ले मेरे प्यारे: भजन - हिन्दी में पढ़ें
राम को मांग ले मेरे प्यारे, उम्र भर को सहारा मिलेगा, सिर्फ इनकी शरण ही में..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanRam Sita Vivah BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPujya Rajan Ji Bhajan

Other Popular Ram Ko Maang Le Mere Pyare Video

By Shri Ankush Ji Maharaj

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Wo Mahakal Sarkar Hai

Teen Lok Ke Swami Hai Woh Sarv Jagat Aadhar Hai, Devo Mein Woh Hai Dev Bade Woh Sabke Palan Haar Hai, Avantika Nagari Jo Baithe Karke Bhasm Shringar Hai…..Mahakal Sarkar Hai Woh Mahakal Sarkar Hai।

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Teri Jai Ho Ganesh

Teri Jai Ho Ganesh, Kis Janani Ne Tujhe Janam Diyo Hai..

Gajanand Bega Aao Saath Riddhi Siddhi Ne Lavo

Aao Gajanand Pyara, Bega Padharo Ganpati Ji, Dundala, Sundala, Gajanand Bega Aao, Sath Riddhi Siddhi Ne Lyao, Gajanand Bega Aao, Sath Riddhi Siddhi Ne Lyao ॥

Aaye Hai Ganesh Bappa Aaj More Angana

Aaye Hai Ganesh Bappa, Aaj More Angana, Aaj More Angana, Ji Aaye More Angana, Aaye Hain Ganesh Bappa, Aaj More Angana ॥