Ram Naam Ka Pyala Pyare Pi Le Subaho Sham (राम नाम का प्याला प्यारे, पि ले सुबहो शाम: भजन)


Ram Naam Ka Pyaala Pyare,
Pi Le Subaho Shaam,
Ram Ram Ram,
Sitaram Ram Ram,
Ram Ram Ram,
Sitaram Ram Ram ॥
Ram Naam Jo Gayega,
Jivan Bhar Sukh Payega,
Anta Samay Main Kuch,
Kaam Nahi Aayega,
Ram Ka Naam Liya Jisne,
To Mil Gaya Charo Dham,
Ram Ram Ram,
Sitaram Ram Ram,
Ram Ram Ram,
Sitaram Ram Ram ॥

Ram Naam Japte Jao,
Prabhu Ki Saharan Mein Tum Aao,
Ram Ke Bina,
Dukh Koun Harega,
Chod Ke Maya Moh Ko Pyare,
Bhaj Lo Ram Ka Naam,
Ram Ram Ram,
Sitaram Ram Ram,
Ram Ram Ram,
Sitaram Ram Ram ॥

Ram Naam Ka Pyaala Pyare,
Pi Le Subaho Shaam,
Ram Ram Ram,
Sitaram Ram Ram,
Ram Ram Ram,
Sitaram Ram Ram ॥
राम नाम का प्याला प्यारे, पि ले सुबहो शाम: भजन - हिन्दी में पढ़ें
राम नाम का प्याला प्यारे, पि ले सुबहो शाम, राम राम राम, सीताराम राम राम, राम राम राम, सीताराम राम राम ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Bhajan BhajanMaryada Purushottam Shri Ram Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shri Ram Katha Ki Mahima Ko Ghar Ghar Me Pahuchana Hai

Shri Ram Katha Ki Mahima Ko, Ghar Ghar Me Pahuchana Hai, Ram Naam Ki Bhakti Ko, Jan Jan Main Jagana Hai, Shri Ram Jai Ram Jai Jai Ram, Shri Ram Jai Ram Jai Jai Ram ॥

Bhagwa Rang Chadha Hai Aisa Aur Rang Na Bhayega

Bhagwa Rang Chadha Hai Aisa, Aur Rang Na Bhayega, Jay Shree Ram Ke Naam Ka Nara, Ghar Ghar Se Ab Ayega, Ayodha Ki Nagri Mein Ab, Kesariya Lehrayega, Kesariya Kesariya Mharo, kesariya kesariya ॥

Chola Maati Ke Hai Ram

Chola Mitti Ke Hai Ram, Ekar Ka Bharosa, Chola Mitti Ke Hai Re, Chola MItti Ke Hai Ho,
Hay Chola Mitti Ke Hai Ram, Ekar Ka Bharosa, Chola Mitti Ke Hai Re ॥

Bas Gaye Raghunandan Sharkar

Bas Gaye Raghunandan Sarakar, Ho Rahi Jag Mein Jay Jayakar, Mere Ram Mere Ram,
Mere Raghunandan Sarakaar, Bas Gaye Raghunandan Sarakar, Ho Rahi Jag Mein Jay Jayakar ॥

Sri Ram Dhun Mein Mann Tu

Shri Ram Dhun Mein Man Tu, Jab Tak Magan Na Hoga, Bhav Jaal Chhutne Ka, Tab Tak Jatan Na Hoga ॥