Rama Rama Japne Wale (रामा रामा जपने वाले: हनुमान भजन)


Rama Rama Japne Wale Hai Maruti Rah Dikjao Na,
O Pawan Putra Balwari Hame Apna Darsh Dikhao Na,
Rama Rama Japne Wale Hai Maruti Rah Dikjao Na ॥
Bhakti Ke Bal Par Tumne Unche Parvat Ko Uthaya,
O Ho Bajrangi Tum Pyare ,
O Ho Bajrangi Tum Pyare Kaliyug Paar Lagao Na,
Rama Rama Japne Wale Hai Maruti Rah Dikjao Na ॥

Vikat Roop Tumne Dikhlaya Lanka Ko Hai Jalaya,
Mere Maan Ke Gun Dipak Ko O,
Mere Maan Ke Gun Dipak Ko Hanuman Tum Hi Jalao Na,
Rama Rama Japne Wale Hai Maruti Rah Dikjao Na ॥
BhaktiBharat Lyrics

Sine Main Ram Base Jab Sina Chir Dikhaye,
Ase Hi Apne Charanon Mein,
Ase Hi Apne Charano Mein Hamko Ther Dilao Na,
Rama Rama Japne Wale Hai Maruti Rah Dikjao Na ॥
रामा रामा जपने वाले: हनुमान भजन - हिन्दी में पढ़ें
रामा रामा ज़पने वाले हे मारुती राह दिखाओ ना, ओ पवन पुत्र बलवीरा हमें अपना दर्श दिखाओ ना, रामा रामा ज़पने वाले हे मारुती राह दिखाओ ना ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shivoham Shivoham Shivoham

Hai Ek Onkar Niranjan Nirankar,
Hai Ajar Amar Aakar
Vishwadhara Man Bhaje ।

Chadha Le Lota Jal BHar Ke

Chadha Le Lota Jal Bhar Ke, Tera Kalyan Ho Jaye, Kantili Rah Jivan Ki, Teri Aashan Ho Jaye, Chadha Le Lota Jal Bhar Ke, Tera Kalyan Ho Jaye ॥

Chal Re Kanwariya Shiv Ke Dham

Chahe Chaye Ho Badal Kale, Chahe Pao Mein Pad Jaye Chale, Chal Re Kavadia Shiv Ke Dham, Chahe Aag Gagan Se Barse, Chahe Pani Ko Maan Tarse, Chal Re Kavadia Shiv Ke Dham, Chal Re Kavadia Shiv Ke Dham, Bol Bam Bol Bam Bol Bam Bol, Tera Kuch Na Lagega Mel ॥

Guru Shiv Ko Bana Lijiye

Guru Shiv Ko Bana Lijie, Bhakti Se Ghar Saja Lijiye ॥ Kar Nahin Hai to Lachar Hai,...

Kholo Samadhi Bhole Shankar Mujhe Darsh Dikhao

Kholo Samadhi Bhole Shankar, Mujhe Darash Dikhao, Iss Jag Ki Jhoothi Maya, Se Mujhko Bachao, Kholo Samadhi Bhole Shankar, Mujhe Darash Dikhao ॥