Rang Barse Bheege Hai Brijbala Rang Barse (रंग बरसे भीगे हैं बृजबाला रंग बरसे - होली भजन)


Rang Barse Bheege Hain Brijbala, Rang Barse ,
O Rang Barse Bheege Hain Brijbala, Rang Barse,
Are Das Man Dekho, Kesar Bulvaya,
Das Man Dekho , Kesar Bulvaya,
Yamuna Ji Mein , Kesar Ghulvaya,
Yamuna Ji Mein, Kesar Ghulvaya,
Are Khelenge Holi Aaj Kesar Se, Rang Barse,
Are Khelenge Holi Aaj Kesar Se, Rang Barse,

O Rang Barse Bheege Hain Brijbala, Rang Barse
O Rang Barse Bheege Hain Brijbala, Rang Barse

Are so Man Dekho , Rang Bulvaya,
so Man Dekho , Rang Bulvaya,
Yamuna Ji Mein , Rang Ghulvaya,
Yamuna Ji Mein , Rang Ghulvaya,
Are Khelenge Holi Aaj Rangon Se, Rang Barse,
Are Khelenge Holi Aaj Rangon Se, Rang Barse,

O Rang Barse Bheege Hain Brijbala, Rang Barse
O Rang Barse Bheege Hain Brijbala, Rang Barse

Are Aae Hain Dekho, Nand Ke Laala,
Aae Hain Dekho , Nand Ke Laala,
Khush Ho Gai Hain , Brj Ki Baala,
Khush Ho Gai Hain , Brj Ki Baala,
Are Khelenge Holi Aaj Mohan Se, Rang Barse,
Are Khelenge Holi Aaj Mohan Se, Rang Barse,

O Rang Barse Bheege Hain Brijbala, Rang Barse
O Rang Barse Bheege Hain Brijbala, Rang Barse
रंग बरसे भीगे हैं बृजबाला रंग बरसे - होली भजन - हिन्दी में पढ़ें
रंग बरसे भीगे हैं बृजबाला, रंग बरसे, ओ रंग बरसे भीगे हैं बृजबाला, रंग बरसे..
Bhajan Holi BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Raghupati Raghav Raja Ram

Raghupati Raghava RajaRam, Patita Paavana SitaRam ॥ Sunder Vigraha MeghaShyam, Ganga Tulsi Shalagram ॥

Vaishnav Jan To Tene Kahiye Je

Vaishnav Jan To, Tene Kahiye Je, Peed Paraaye Jaane Re। Par Dukkhe Upkaar Kare Toye, Man Abhiman Na Anne Re...

Maa Tere Lal Bulaye Aaja

Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja, Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja ॥