Sacche Man Se Maa Ki Jyot Tum Jagao (सच्चे मन से माँ की, ज्योत तुम जगाओ: भजन)


Sacche Man Se Maa Ki,
Jyot Tum Jagao,
Bin Maange Saare Phal Paao ॥
Ye Hi Hai Durga Ye Hi Hai Kaali,
Chahe Kisi Bhi Roop Main Manao,
Bin Maange Saare Phal Paao,
Sachhe Maan Se Maa Ki,
Jyot Tum Jagao,
Bin Maange Saare Phal Paao ॥

Dhan Yash Sukh Sab Dene Wali,
Maa Se Bhandar Tum Bharwao,
Bin Maange Saare Phal Paao,
Sachhe Maan Se Maa Ki,
Jyot Tum Jagao,
Bin Maange Saare Phal Paao ॥

Tan Maan Kardo Maa Ko Samarpan,
Sher Charanon Mein Shish Tum Navao,
Bin Maange Saare Phal Paao,
Sachhe Maan Se Maa Ki,
Jyot Tum Jagao,
Bin Maange Saare Phal Paao ॥

Jagdati Ki Karlo Pooja,
Bas Dadi Ke Hi Ho Jao,
Bin Maange Saare Phal Paao,
Sachhe Maan Se Maa Ki,
Jyot Tum Jagao,
Bin Maange Saare Phal Paao ॥

Sacche Man Se Maa Ki,
Jyot Tum Jagao,
Bin Maange Saare Phal Paao ॥
सच्चे मन से माँ की, ज्योत तुम जगाओ: भजन - हिन्दी में पढ़ें
सच्चे मन से माँ की, ज्योत तुम जगाओ, बिन मांगे सारे फल पाओ ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Deva Ho Deva Ganpati Deva

Ganpati Bappa Morya, Mangal Murthy Morya, Ganpati Bappa Morya, Mangal Murti Morya ॥

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Wo Nyare Hai

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Vo Nyare Hain, Gaura Ke Dulare Hain Mahadev Ke Pyare Hain॥

Girija Ke Chheya Ganpati Tumhe Pukaru

Girija Ke Chheya, Ganpati Tumhe Pukaru, Poojun Main Tumhe, Aarati Teri Utarun, Girija Ke Chheya ॥

Mahalaxmi Jaap Karo

Mahalakshmi Jaap Karo Subah Sham Aathon Yaam, Ashta Lakshmi Jaap Karo Subah Sham Aathon Yaam

Mere Mohan Tera Muskurana

Mere Mohan Tera Muskurana, Bhool Jaane Ke Kabil Nahin Hai, Chot Khayee Hai Jo Mainne Dil Mein, Vo Dikhane Ke Kabil Nahin Hai