Samne Aaoge Ya Aaj Bhi (सामने आओगे या आज भी - भजन)


Samne Aaoge Ya Aaj Bhi Parda Hoga,
Samne Aaoge Ya Aaj Bhi Parda Hoga,
Roj Asa Hi Agar Hoga To Kesa Hoga,
Roj Asa Hi Agar Hoga To Kesa Hoga,
Samne Aaoge Ya Aaj Bhi Parda Hoga ॥
Maut Aati Hai To Aa Jaye Koi Gam Hi Nahin,
Maut Aati Hai To Aa Jaye Koi Gam Hi Nahin,
Wo Bhi To Aaega, Jo Mera Masiha Hoga,
Samne Aaoge Ya Aaj Bhi Parda Hoga ॥

Maine Mohan Ko Bulaya Hai Wo Aata Hoga,
Maine Mohan Ko Bulaya Hai Wo Aata Hoga,
Wo Aata Hoga,
Wo Aata Hoga,
Maine, Mohan, Ko, Bulaya Hai, Wo Aata Hoga,
Maine Mohan Ko Bulaya Hai Wo Aata Hoga,
Tum Hi Aana, Mere Ghar Aaj Tamasha Hoga,
Samne Aaoge Ya Aaj Bhi Parda Hoga ॥

Hum Gunahagaro Ne Socha Hi Nahi Tha Pyaare,
Hum Gunahagaro Ne Socha Hi Nahi Tha Pyaare,
Jikra Mohan Ki Gali Mein Bhi Humara Hoga,
Samne Aaoge Ya Aaj Bhi Parda Hoga ॥

Samne Aaoge Ya Aaj Bhi Parda Hoga,
Roj Asa Hi Agar Hoga To Kesa Hoga,
Roj Asa Hi Agar Hoga To Kesa Hoga,
Samne Aaoge Ya Aaj Bhi Parda Hoga ॥
सामने आओगे या आज भी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
सामने आओगे या आज भी परदा होगा, सामने आओंगे या आज भी परदा होगा, रोज ऐसा ही अगर होगा तो कैसा होगा, रोज ऐसा ही अगर होगा, तो कैसा होगा, सामने आओगे या आज भी परदा होगा ॥
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Mann Me to Aave Bhajan Banau

Mann Mein to Aave Bhajan Banaun, Bhajan Bana Ke Baalasa, Bhajan Bana Ke Baalasa Tujhko Rijhaun..

Bajrangbali Ki Shan Badi

Bajrangbali Ki Shan Badi, Ati Sundar Hai Hanumangadhi । Shri Ram Gareeb Navaj Hai, Hanumat Kalyug Ke Raja Hai

Bajrangbali Vo

Bajrangi Bali Vo,Bali Ma Bali Chir Chhati Dekhaye Na ll

Bajrangi Maharaj Tumhe Bhakt Bulate Hai

Bajrangi Maharaj, Tumhai Bhakt Bulate Hai, Tumhai Shish Jhukate Hai ॥