Sanwariya Ki Holi Re (सांवरियां की हो ली रे: भजन)


Nand Laala Ne Barasane Mein Kheli Aisi Holi Re,
Main To Sanwariyan Ki Ho Li Re,
Tan Maan Chola Sadi Chunar Bhig Gae Meri Choli Re,
Main To Sanwariyan Ki Ho Li Re ॥
Galan Pe Mere Rang Laga Ke,
Tirashe Tirashe Nain Chala Ke,
Kah Gayo Mithi Boli Re,
Main To Sanwariyan Ki Ho Li Re ॥

Jivan Ke Sab Raj Badal Kar Sote Sote Bhaag Badal Gaye,
Kismat Meri Kholi Re,
Main To Sanwariyan Ki Ho Li Re ॥

Barasane Ki Naar Naveli Kya Karati Rah Gae Akeli,
Wo To Sang Sakha Ki Toli Re,
Main To Sanwariyan Ki Ho Li Re ॥

Gaya Nanda Mera Maan Basiyan Ne,
Hori Ke Ya Rang Rasiyan Ne Mere Dil Ki Kundi Kholi Re,
Main To Sanwariyan Ki Ho Li Re ॥
सांवरियां की हो ली रे: भजन - हिन्दी में पढ़ें
नन्द लाला ने बरसाने में खेली ऐसी होली रे मैं तो सांवरियां की हो ली रे, तन मन चोला साडी चुनर भीग गई मेरी चोली रे, मैं तो सांवरियां की हो ली रे ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanHoli BhajanPhagun Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Yahi Aasha Lekar Aati Hu

Yahi Asha Lekar Ati Hun, Har Bar Tumhare Mandir Mein, Kabhi Neh Ki Hogi Mujhpar Bhi Bauchhar...

Tum Asha Vishwas Hamare Bhajan

Naam Na Jane, Dham Na Jane, Jane Na Seva Pooja, Tum Asha Vishwas Hamare...

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..

He Jag Trata Vishwa Vidhata

Hey Jag Trata Vishwa Vidhata, Hey Sukh Shanti Niketan He। Prem Ke Sindhu Deen Ke Bandho...

Krishna Bhajan

Famous Shri Krishna Bhajan for Janmashtami, Radhashtami, Holi, Bhagwat Katha, Gita Path, Kirtan, Bhajan Sandhya..