Sanwer Ke Ulte Hanuman Kar Do Sidhe Kaam (सांवेर के उल्टे हनुमान कर दो सीधे काम - भजन)


Marutinandan He Duhkhabhajan Jag Mein Bada Tera Naam,
Sanwer Ke Ulte Hanuman Kar Do Mere Bhi Seedhe Kaam,
Ram Ram Siyaram, Ram Ram Siyaram ॥
Rahte Ho Sanwer Mein Hee Aur Mujhse Anjaan,
Kab Daya Mujhpe Karoge Baba Daya Nidhan,
Arji Tumse Roj Lagaoon Aakar Tere Dham,
Sanwer Ke Ulte Hanuman Kar Do Mere Bhi Seedhe Kaam ।

Tere Bin Jeevan Ke Saphar Ko Kaise Karoon Main Paar,
Hath Pakad Ke Paar Laga Do Sanwer Ke Sarkar,
Teri Sharan Mein Baba Mujhko Mil Jae Aaram,
Sanwer Ke Ulte Hanuman Kar Do Mere Bhi Seedhe Kaam ।

Ala Balaen Use Jahan Ki Kya Kare Pareshan,
Is Duniya Mein Jiski Raksha Khud Kare Hanuman,
Mere Bhi Sar Par Hath Rakh Do Japun Main Sitaram,
Sanwer Ke Ulte Hanuman Kar Do Mere Bhi Seedhe Kaam ।

Marutinandan He Duhkhbhajan Jag Mein Bada Tera Naam,
Sanwer Ke Ulte Hanuman Kar Do Mere Bhi Seedhe Kaam,
Ram Ram Siyaram, Ram Ram Siyaram ॥
सांवेर के उल्टे हनुमान कर दो सीधे काम - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मारुतिनंदन हे दुःखभजन जग में बड़ा तेरा नाम, सांवेर के उल्टे हनुमान कर दो मेरे भी सीधे काम, राम राम सियाराम, राम राम सियाराम ॥
Bhajan Ulte Hanuman BhajanHanuman BhajanBajrangbali BhajanBalaji BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Jayanti Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ganesh Bhajan

Famous Shri Ganesh Bhajans sung in Shri Ganesh Temple, Vinayaka Temple, Ganeshotsav, Ganesh Chaturthi, auspicious time, auspicious work and planetary entry..

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Deva Ho Deva Ganpati Deva

Ganpati Bappa Morya, Mangal Murthy Morya, Ganpati Bappa Morya, Mangal Murti Morya ॥

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Wo Nyare Hai

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Vo Nyare Hain, Gaura Ke Dulare Hain Mahadev Ke Pyare Hain॥