Sawariya Tere Deedar Ne Deewana Kar Diya (सांवरिया तेरे दीदार ने, दीवाना कर दिया: भजन)


Sawariya Tere Didar Ne,
Dewana Kar Diya,
Mujhe Dewana Kar Diya,
Kahi Bhi Lage Na Jiya,
Sawariya Tere Didar Ne,
Dewana Kar Diya ॥
Sanvali Saloni Chhavi,
Chit Ko Churave,
Manade Ri Dor Khinche,
Jadoo So Chalave,
Dekhun Jidhar Tu Hi Udhar,
Aae Hai Nazar,
Masti Mein Tune Sanvare,
Mastana Kar Diya,
Sawariya Tere Didar Ne,
Dewana Kar Diya,
Mujhe Dewana Kar Diya,
Kahi Bhi Lage Na Jiya,
Sawariya Tere Didar Ne,
Dewana Kar Diya ॥

Tere Kripa Se Shyam,
Dar Ye Mila,
Sab Kuch Bhul Gaya,
Mein Tera Hua,
Din Dayalu O Krupalu,
Dil Ke Savar,
Bhakti Ki Lau ka Saware,
Parwana Kar Diya,
Sawariya Tere Didar Ne,
Dewana Kar Diya,
Mujhe Dewana Kar Diya,
Kahi Bhi Lage Na Jiya,
Sawariya Tere Didar Ne,
Dewana Kar Diya ॥

Mera Haal Aa Dil,
Na Tum Se Chupa,
Kese Milenge Shyam,
Kuch To Bata,
Antaryami Mere Swami,
Rakhe Sab Khabar,
‘Viplav’ Ke Pichhe Sanvare,
Zamaana Kar Diya,
Sawariya Tere Didar Ne,
Dewana Kar Diya,
Mujhe Dewana Kar Diya,
Kahi Bhi Lage Na Jiya,
Sawariya Tere Didar Ne,
Dewana Kar Diya ॥

Sawariya Tere Didar Ne,
Dewana Kar Diya,
Mujhe Dewana Kar Diya,
Kahi Bhi Lage Na Jiya,
Sawariya Tere Didar Ne,
Dewana Kar Diya ॥
सांवरिया तेरे दीदार ने, दीवाना कर दिया: भजन - हिन्दी में पढ़ें
सांवरिया तेरे दीदार ने, दीवाना कर दिया, मुझे दीवाना कर दिया, कहीं भी लागे ना जिया, साँवरिया तेरे दीदार ने, दीवाना कर दिया ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Pyaro Vrindavan

Shayama hriday kamal so pragtyo, Shayama hriday kamal so pragtyo, Shayam haday ku bhaye, Vrindavan pyaro vrindavan...

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।