Shiv Mein Milna Hai ( शिव में मिलना हैं - भजन)


Shiv Mein Milna Hai ॥
Doha - Kitna Roku Maan Ke Sor Ko,
Ye Kaha Rukta Hai,
Ki Sor Se Pare,
Us Maun Se Milana Hai,
Mujhe Shiv Se Bhi Nahin,
Shiv Mein Milana Hain ॥

Mujhe Shiv Se Nahi,
Shiv Mein Milna Hai,
Apne Aham Ki,
Ahuti De Jalana Hai,
Mujhe Shiv Se Nahi,
Shiv Mein Milna Hai ॥

Kyon Mujhe Kisi Aur Ke,
Kashton Ka Karan Banana Hai,
Chaand Jo Sheesh Sushobhit,
Us Chaand Sa Sheetal Banana Hai,
Us Chaand Sa Sheetal Banana Hai,
Mujhe Shiv Se Nahi,
Shiv Mein Milna Hai ॥

Jitana Main Bhataka,
Utana Maila Ho Aaya Hun,
Kuchh Ne Hai Chhala Mohe,
Kuchh Ko Main Chhal Aaya Hun,
Kuchh Ko Main Chhal Aaya Hun,
Mujhe Shiv Se Nahi,
Shiv Mein Milna Hai ॥

Mujhe Shiv Se Nahi,
Shiv Mein Milna Hai,
Apne Aham Ki,
Ahuti De Jalana Hai,
Mujhe Shiv Se Nahi,
Shiv Mein Milna Hai ॥
शिव में मिलना हैं - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मुझे शिव से नहीं, शिव में मिलना हैं, अपने अहम की, आहुति दे जलना है, मुझे शिव से नहीं, शिव में मिलना हैं ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।

Mangal Geet: Heri Sakhi Mangal Gavo Ri..

Heri/Ori Sakhi Mangal Gaavo Ri, Dharti Ambar Sajao Ri | Chokh Puravo, Mati Rangavo, Aaj Mere Piya Ghar Aavenge