Shiv Sama Rahe Hain Mujhme (शिव समा रहे मुझमें: भजन)


Omm Namah Shivay
Omm Namah ShivayShiv Sama Rahe Mujhme
Aur Main Shunya Ho Raha Hoon
Shiv Sama Rahe Mujhme
Aur Main Shunya Ho Raha Hoon

Krodh Ko, Lobh Ko
Krodh Ko, Lobh Ko
Main Bhashm Kar Raha Hoon

Shiv Sama Rahe Mujhme
Aur Main Shunya Ho Raha Hoon
Omm Namah Shivay
Shiv Sama Rahe Mujhme
Aur Main Shunya Ho Raha Hoon
Omm Namah Shivay

Brahma Murari Surarchita Lingam
Nirmal Bhashit Shobhit Lingam
Janmaj Dukhah Vinashak Lingam
Tat Pranamami Sada Shiv Lingam
( Lingasthakam )
Brahm Murari Surarchita Lingam
Nirmal Bhashit Shobhit Lingam
Janmaj Dukhah Vinashak Lingam
Tat Pranmami Sada Shiv Lingam

Teri Banai Duniya Mein Koi
Tujhsa Mila Nahin
Main to Bhatka Dar Badar Koi
Kinara Mila Nahin
Jitna Paas Tujhko Paya
Utna Khud Se Door Ja Raha Hoon

Shiv Sama Rahe Mujhme
Aur Main Shunya Ho Raha Hoon
Omm Namah Shivay
Shiv Sama Rahe Mujhme
Aur Main Shunya Ho Raha Hoon
Omm Namah Shivay

Mainne Khudko Khud Hi Bandha
Apni Khinchi Lakiron Mein
Main Lipat Chuka Tha
Ichchha Ki Janjiron Mein

Anant Ki Gaharaiyon Mein
Samay Se Door Ho Raha Hoon
Shiv Pranon Mein Utar Rahe
Aur Main Mukt Ho Raha Hoon

Utho Hansaraj Utho
Utho Vatsh Utho

Wo Subah Ki Pahali Kiran Mein
Wo Kasturi Ban Ke Hiran Mein
Meghon Mein Garje, Goonje Gagan Mein
Ramta Jogi Ramta Magan Mein

Wo Hi Aayu Mein
Wo Hi Vayu Mein
Wo Hi Jism Mein
Wo Hi Rooh Mein
Wo Hi Chhaya Mein
Wo Hi Dhup Mein
Wo Hi Har Ek Roop Mein
O Bhole...

Krodh Ko, Lobh Ko
Krodh Ko, Lobh Ko
Main Bhashm Kar Raha Hoon

Shiv Sama Rahe Mujhme
Aur Main Shunya Ho Raha Hoon
Omm Namah Shivay
Shiv Sama Rahe Mujhme
Aur Main Shunya Ho Raha Hoon
Omm Namah Shivay

* Shunya - Shunya
शिव समा रहे मुझमें: भजन - हिन्दी में पढ़ें
शिव समा रहे मुझमें, और मैं शुन्य हो रहा हूँ, शिव समा रहे मुझमें..
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSawan Somvar BhajanShiv Terash BhajanJyotirling BhajanKanwar BhajanKanwar Yatra BhajanKanwariya BhajanNew BhajanHansraj Raghuwanshi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

New Bhaye Pragat Kripala Bhajan By Manoj Muntashir

Bhaye Pragat Kripala, Deendayala, Kausalya Hitakari । Harashit Mahatari, Muni Mana Hari, Adbhut Roop Bichari

Swikar Hame Karle Ham Dukhdo Ke Maare Hai

Sweekar Humen Karle, Hum Dukhdo Ke Maare Hai, Tu Kah De Kahan Jayen, Bas Tere Sahare Hai...

Banke Bihari Ki Dekh Chhata

Banke Bihari Ki Dekh Chhata, Mero Man Hai Gayo Lata Pata | Kab Se Khojun Banvari Ko

Gauri Sut Ganraj Padharo

Gauri Sut Ganraj Padharo, Aake Sare Kaaj Sawaro, Tujhko Aana Hoga, Tujhko Aana Hoga ॥

Ganpati Padharo Ta Ta Thaiya Karte

Ganapati Padharo Taata Thaiya Karte, Taata Thaiya Karte, Thumak Thumak Pag Dharte, Ganapati Padharo Taata Thaiya Karte, Aap Ke Padharne Se Bigde Kaam Sanwarte, Ganapati Padharo Taata Thaiya Karte ॥