Sudh Le Lo Meri Ghanshyam (सुध ले लो मेरी घनश्याम - भजन)


Sudh Le Lo Meri Ghanshyam,
Aap Aae Nahin,
Aur Khabar Bhi Na Li,
Khat Likh Likh Ke Bheje Tamam,
Sudh Le Lon Meri Ghanshyam,
Sudh Le Lon Meri Ghanshyam ॥
Hum to Kanhaiya Hue Tere Hi Deewane,
Chaahe Tu Maane Ya Chahe Na Maane,
Aankhon Mein Chhaye Mere Dil Mein Samaye,
Bas Honthon Pe Hai Tera Naam,
Sudh Le Lon Meri Ghanshyam,
Sudh Le Lon Meri Ghanshyam ॥

Sang Ki Sakhiyan Hui Teri Hi Deewani,
Din Raat Roti Rahe Aankhon Se Paani,
Deti Sunai Hamen Murli Suhani,
Geet Chhede Virah Ke Tamaam,
Sudh Le Lon Meri Ghanshyam,
Sudh Le Lon Meri Ghanshyam ॥

Sudh Le Lo Meri Ghanshyam,
Aap Aaye Nahin,
Aur Khabar Bhi Na Li,
Khat Likh Likh Ke Bheje Tamaam,
Sudh Le Lon Meri Ghanshyam,
Sudh Le Lon Meri Ghanshyam ॥
सुध ले लो मेरी घनश्याम - भजन - हिन्दी में पढ़ें
सुध ले लो मेरी घनश्याम, आप आए नहीं, और खबर भी न ली, खत लिख लिख के भेजे तमाम, सुध ले लों मेरी घनश्याम, सुध ले लों मेरी घनश्याम ॥
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanKrishn Janmasthami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Hey Vinay Vinayak Vinati Kara

Hey Vinay Vinayak Vinti Kara, Mhaare Angan Aap Padharo Ji, Nirbal Ra Bal Prabhu Aap Hi Ho, Nirdhan Ra Dhan Prabhu Aap Hi Ho, Man Mandir Mein Satkaar Kara, Mhaare Angan Aap Padharo Ji ॥

Jai Jai Ganpati Gauri Nandan

Jai Jai Ganpati Gauri Nandan, Hum Aaye Sharan Tihaari Prabhu, Tum Riddhi Siddhi Ke Ho Data, Hum Bhaktan Par Balihari Prabhu, Jai Jai Ganpati Gaunri Nandan, Hum Aaye Sharan Tihaari Prabhu ॥

Mere Ghar Ganpati Ji Hai Aaye

Mere Ghar Ganpati Ji Hai Aaye, Mere Ghar Ganpati Ji Hai Aaye, Main Apne Duhkh Ko, Main Apne Duhkh Ko Hoon Bisraye, Vo Khushiyan Apne Sath Hai Laye, Mere Ghar Ganpati Ji Hai Aaye ॥

Ganpati Gajvadan Vinayak

Ganpati Gajvadan Vinayak, Thane Pratham Manava Ji, Aana Kaani Mat Na Kariyo, Thari Kirpa Chava Ji, Ganpati Gajvadan Vinayak, Thane Pratham Manava Ji ॥

Ghumta Ghar Aao Mhara Pyara Gajanan

Ghumtada Ghar Aavo, O Mhara Pyara Gajanan, Kheltada Ghar Aavo, O Mhara Pyara Gajanan ॥