Tera Kisne Kiya Shringar Sanware (तेरा किसने किया श्रृंगार सांवरे - भजन)


Tera Kisne Kiya Shringar Sanware,
Tu Lage Dulha Sa Dildar Sanware ।
Tera Kisne Kiya Shringar Sanware,
Tu Lage Dulha Sa Dildar Sanware ।
Mastak Par Maliyagiri Chandan,
Kesar Tilak Lagaya ।
Mor Mukut Kano Mein Kundal,
Itr Khoob Barsaya ।
Mahakta Rahe Yah Darbar Sanware,
Tera Kisne Kiya Shringar Sanware ॥

Baago Se Kaliyan Chun Chun Kar,
Sundar Haar Banaya ।
Rahe Salamat Hath Sada Vo,
Jisne Tujhe Sajaya ।
Sajata Rahe Vo Har Baar Sanware
Tera Kisne Kiya Shringar Sanware ॥

Bol Sanware Bol Tumhe Main,
Kaun Sa Bhajan Sunaoon ।
Aisa Koi Raag Batade,
Ti Nache Main Gaoon ।
Nachata Rahun Main, Har Baar Sanware,
Tera Kisne Kiya Shringar Sanware ॥

Tera Kisne Kiya Shringar Sanware,
Tu Lage Dulha Sa Dildar Sanware ।
Tera Kisne Kiya Shringar Sanware,
Tu Lage Dulha Sa Dildar Sanware ।

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
तेरा किसने किया श्रृंगार सांवरे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
तेरा किसने किया श्रृंगार सांवरे, तू लगे दूल्हा सा दिलदार सांवरे । मस्तक पर मलियागिरी चन्दन..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanKrishna Chandra Thakurji Bhajan

Other Popular Tera Kisne Kiya Shringar Sanware Video

Tera Kisne Kiya Shringar Sanware By Pujya Prachi Deviji

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shyam Pyare Ki Hai Sarkar Hame Dar Kahe Ho

Shyam Pyare Ki Hai Sarakar, Hamen Dar Kahe Ko, Kahe Ko Dar Kahe Ko, Neele Vale Ki Hai Sarakar,
Hamen Dar Kahe Ko ॥

Shyam Eso Jiya Me Samay Gayo Ri

Shyam Aiso Jiya Mein, Samae Gayo Ri, Mere Tan Man Ki, Sudhbudh Bhulaay Gayo Ri ॥

Ladli Adbhut Nazara, Tere Barsane Me Hai

kishori le chal parli paar, radhike le chal parli paar, shyama chal parli paar...

Jeevan Hai Tere Hawale Muraliya Wale

Jeevan Hai Tere Havale, Muraliya Vale, Tere Hath Ki, Hum Kath Putli Tere Hath Ki, Chahe Jaise Nachale

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...