Tere Naam Ki Dhun Lagi (तेरे नाम की धुन लागी: भजन)


Tere Naam Ki Dhun Lagi,
Man Hai Tera Matwala,
Main Taan Hoon Murli Ki,
Tu Mohan Murli Wala ॥
Tu Hi Mera Swami Hain,
Tu Hi Hai Mera Data,
Bhakti Mera Jeevan Hai,
Bhakto Se Tera Nata,
Main Teri Sharan Mein Hoon,
Tu Hain Mera Rakhwala,
Main Taan Hoon Murli Ki,
Tu Mohan Murli Wala ॥

Tune Mujhe Bhakti Ke,
Sagar Mein Duboya Hain,
Tute Hue Moti Ko,
Mala Mein Piroya Hai,
Main Roop Hoon Meera Ka,
Tu Hai Mera Gopala,
Main Taan Hoon Murli Ki,
Tu Mohan Murli Wala ॥

Tere Naam Ki Dhun Lagi,
Man Hai Tera Matwala,
Main Taan Hoon Murli Ki,
Tu Mohan Murli Wala ॥
तेरे नाम की धुन लागी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
तेरे नाम की धुन लागी, मन है तेरा मतवाला, मैं तान हूँ मुरली की...
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanMeera BhajanMeera Bai BhajanAnuradha Paudwal Bhajan

Other Popular Tere Naam Ki Dhun Lagi Video

Shri Devkinandan Thakur Ji Maharaj

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kishori Kuch Aisa Intazam Ho Jaye

Kishori Kuch Aisa Intezaam Ho Jaye । Juba Pe Radha Radha, Radha Naam Ho Jaye | Jab Girte Hue Mainne Tere Naam Liya Hai

Naam Meri Radha Rani Ka Jis Jis NeGaya Hai

Naam Meri Radha Rani Ka Jis Jis Ne Gaya Hai, Banke Bihari Ne Use Apana Banaya Hai, Jai Radhe Jai Radhe Jai Shree Radhe Bolo Jai Radhe ॥

Radhe Radhe Japo Chale Aayenge Bihari

Radhe Radhe Japo Chale Ayenge Bihari, Radhe Radhe Rato Chale Ayenge Bihari, Ayenge Bihari Chale Ayenge Bihari, Radhe Radhe Japo Chale Ayenge Bihari ॥

Mithe Ras Se Bharyo Ri Radha Rani Lage

Mithe Ras Se Bhariyo Ri, Radha Rani Lage, Maharani Lage..

Lakshmi Bhajan

.Most sent Bhajans, Mantras, Aarti and songs in Diwali Puja, Dhanteras Puja and Shri Kuber Puja.