Tum Utho Siya Singar Karo Shiv Dhanush Ram Ne Toda Hai (तुम उठो सिया सिंगार करो, शिव धनुष राम ने तोड़ा है - भजन)


Tum Utho Siya Singaar Karo,
Shiv Dhanush Ram Ne Toda Hai,
Shiv Dhanush Ram Ne Toda Hai,
Sita Se Mata Joda Hai,
Tum Utho Siya Singaar Karo,
Shiv Dhanush Ram Ne Toda Hai ॥
Sheesh Siya Ke Chunar Sohe,
Tike Ki Chhavi Nyaari Hai,
Nyaari Nyari Kya Kahiye,
Raghuvar Ko Janaki Pyari Hai,
Tum Utho Siya Singaar Karo,
Shiv Dhanush Ram Ne Toda Hai ॥

Saath siya Ke Chudi Sohe,
Kangan Ki Chhavi Nyaari Hai,
Nyaari Nyari Kya Kahiye,
Raghuvar Ko Janaki Pyari Hai,
Tum Utho Siya Singaar Karo,
Shiv Dhanush Ram Ne Toda Hai ॥

Kamar Siya Ke Tagadi Sohe,
Jhumake Ki Chhavi Nyaari Hai,
Nyaari Nyari Kya Kahiye,
Raghuvar Ko Janaki Pyari Hai,
Tum Utho Siya Singaar Karo,
Shiv Dhanush Ram Ne Toda Hai ॥

Pair Siya Ke Payal Sohe,
Bichhiya Ki Chhavi Nyaari Hai,
Nyaari Nyari Kya Kahiye,
Raghuvar Ko Janaki Pyari Hai,
Tum Utho Siya Singaar Karo,
Shiv Dhanush Ram Ne Toda Hai ॥

Tum Utho Siya Singaar Karo,
Shiv Dhanush Ram Ne Toda Hai,
Shiv Dhanush Ram Ne Toda Hai,
Sita Se Mata Joda Hai,
Tum Utho Siya Singaar Karo,
Shiv Dhanush Ram Ne Toda Hai ॥
तुम उठो सिया सिंगार करो, शिव धनुष राम ने तोड़ा है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
तुम उठो सिया सिंगार करो, शिव धनुष राम ने तोड़ा है, शिव धनुष राम ने तोड़ा है, सीता से नाता जोड़ा है, तुम उठो सिया सिंगार करों, शिव धनुष राम ने तोड़ा है ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Bhajan BhajanMaryada Purushottam Shri Ram Bhajan

Other Popular Tum Utho Siya Singar Karo Shiv Dhanush Ram Ne Toda Hai Video

Maithili Thakur

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Dadi Mein Thari Beti Hu

Dadi Main Thari Beti Hun, Rakhiyo Meri Laaj, Maiya Main Thari Laado Hun, Rakhiyo Meri Laaj, Dhan Daulat Deejo Mat Deejo, Dhan Daulat Deejo Mat Deejo, Deejo Amar Suhag, Dadi Mai Thari Beti Hun, Rakhiyo Meri Laaj ॥

Mhane Sherawali Maiya Rajrani Laage

Mhane Praana Su Bhi Pyari, Mata Raani Laage, Mata Raani Laage, Mhane Sherowali Maiya, Raaj Raani Laage ॥

Maa Sharda Bhawani Bethi Hai Dekho Kaise

Maan Sharda Bhavani, Baithi Hai Dekho Kaise, Maiya Saji Hai Aise, Dulhan Bani Ho Jaise, Maan Sharda Bhavani, Baithi Hai Dekho Kaise ॥

Maiya Ke Charno Me Jhukta Hai Sansar

Maiya Ke Charno Me, Jhukta Hai Sansar, Teeno Lok Main Hoti, Maa Teri Jay Jaykar ॥