Unche Parvat Chadhkar Jo Tere Mandir Aate Hain (ऊँचे पर्वत चढ़कर जो, तेरे मंदिर आते हैं - भजन)


Unche Parvat Chadhkar Jo,
Tere Mandir Aate Hain,
Maiya Ji Teri Mahima Gate Hai,
Maiya Ji Teri Mahima Gate Hai,
Mahima Gate Hai,
Maiya Ji Tere Darshan Pate Hai ॥
Hay Jagdambe Maharani,
Tera Nahi Koi Shani,
Tu Ran Mein Ranchandi Maa,
Tu Maan Mein Sital Hai Maa,
Ho, Tere Aage Dev Bhi Sare,
Shish Jhukate Hai,
Maiya Ji Teri Mahima Gate Hai,
Maiya Ji Teri Mahima Gate Hai,
Mahima Gate Hai,
Maiya Ji Tere Darshan Pate Hai ॥

Haath Trisul Suhawe,
Tera Darshan Maan Bhabe,
Ye Teri Sher Shawari,
Badi Lage Hai Pyari,
Ho, Bhakt Tere Darshan Karane,
Darwar Mein Aate Hai,
Maiya Ji Teri Mahima Gate Hai,
Maiya Ji Teri Mahima Gate Hai,
Mahima Gate Hai,
Maiya Ji Tere Darshan Pate Hai ॥

Kare Jo Teri Bhakti,
Mile Bhakti Se Shakti,
Jo Tujhse Lagan Lagaye,
Wo Bhabsagar Tar Jaye,
Ho, Tere Dham Jo Aate,
Tumse Hi Ram Jate Hai,
Maiya Ji Teri Mahima Gate Hai,
Maiya Ji Teri Mahima Gate Hai,
Mahima Gate Hai,
Maiya Ji Tere Darshan Pate Hai ॥

Suno Maa Jyotawali,
Tu Sabki Hai Rakhwali,
Sharan Mein Humko Rakhna,
Nahi Maa Dur Karna,
Ho, Tere Mandir Mein Jo,
Arji Lagane Aate Hai,
Maiya Ji Teri Mahima Gate Hai,
Maiya Ji Teri Mahima Gate Hai,
Mahima Gate Hai,
Maiya Ji Tere Darshan Pate Hai ॥

Unche Parvat Chadhkar Jo,
Tere Mandir Aate Hain,
Maiya Ji Teri Mahima Gate Hai,
Maiya Ji Teri Mahima Gate Hai,
Mahima Gate Hai,
Maiya Ji Tere Darshan Pate Hai ॥
ऊँचे पर्वत चढ़कर जो, तेरे मंदिर आते हैं - भजन - हिन्दी में पढ़ें
ऊँचे पर्वत चढ़कर जो, तेरे मंदिर आते हैं, मैया जी तेरी महिमा गाते है, मैया जी तेरी महिमा गाते है, महिमा गाते है, मैया जी तेरे दर्शन पाते है ॥
Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Shyam Nazare Dekh Lo Ab Khol Ke

Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke, Charanon Mein Rakha Kaleja, Khol Ke, Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke ॥

O Lagi Lagi Re Preet Thasu Sawariya Sarkar

O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar, Ban Ke Deewani Main To Nachungi,
Sanwara Deewani Main To Nachungi, O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar ॥