Yasoda Ma Ke Hoyo Laal Badhai Saare Bhagta Ne (यशोदा माँ के होयो लाल, बधाई सारे भक्ता ने - भजन)


Yashoda Maan Ke Hoyo Laal,
Badhai Saare Bhakta Ne,
Badhai Saare Bhakta Ne,
Baajyo Re Baajyo Dekho Thaal,
Badhai Saare Bhakta Ne,
Yashoda Maan Ke Hoyo Laal,
Badhai Saare Bhakta Ne ॥
Aaj Yo Angno Dhanya Huyo Hai,
Krishna Lala Ko Janm Huyo Hai,
Naacho Re Naacho Nau Nau Taal,
Badhai Saare Bhakta Ne,
Yashoda Maan Ke Hoyo Laal,
Badhai Saare Bhakta Ne ॥

Khushkhabri Ya Sabne Sunaava,
Jhooma Re Naacha Main to Mauj Manaava,
Gopalo Liyo Avtaar,
Badhai Saare Bhakta Ne,
Yashoda Maan Ke Hoyo Laal,
Badhai Saare Bhakta Ne ॥

Mahala Mein Angno Angana Mein Palnon,
Palne Mein Jhool Rahyo Yashoda Ko Lalno,
Najra Utaara Baarmbaar,
Badhai Saare Bhakta Ne,
Yashoda Maan Ke Hoyo Laal,
Badhai Saare Bhakta Ne ॥

Chaalo Ji Chaalo Yashoda Mata Ke Chaala,
Baalak Nirakhasya Lunrai Vaara,
Aavo Sajaava Poojan Thaal,
Badhai Saare Bhakta Ne,
Yashoda Maan Ke Hoyo Laal,
Badhai Saare Bhakta Ne ॥

Yashoda Maan Ke Hoyo Laal,
Badhai Saare Bhakta Ne,
Badhai Saare Bhakta Ne,
Baajyo Re Baajyo Dekho Thaal,
Badhai Saare Bhakta Ne,
Yashoda Maan Ke Hoyo Laal,
Badhai Saare Bhakta Ne ॥
यशोदा माँ के होयो लाल, बधाई सारे भक्ता ने - भजन - हिन्दी में पढ़ें
यशोदा माँ के होयो लाल, बधाई सारे भक्ता ने, बधाई सारे भक्ता ने, बाज्यो रे बाज्यो देखो थाल, बधाई सारे भक्ता ने, यशोदा मां के होयो लाल, बधाई सारे भक्ता ने ॥
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam Bhajan

Other Popular Yasoda Ma Ke Hoyo Laal Badhai Saare Bhagta Ne Video

Sabse Unchi Prem Sagai By Jaya Kishori

Sabse Unchi Prem Sagai By Shri Devkinandan Thakur Ji

Sabse Unchi Prem Sagai Srishti Bhandari

Sabse Unchi Prem Sagai By Varsha Shrivastava

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kirpa Ki Na Hoti Jo Addat Tumhari

Kripa Ki Na Hoti Jo, Aadat Tumhari, To Suni Hi Rahti, Adalat Tumhari

Parbhu Ke Charno Se Sachha Pyar

Ravan Ne Ram Se Ber Kiya Use Ab Bhi Jalaya Jata Hai, Ban Bhakta Vibhisan Saran Gaye Ghar Baae Usi Ka Ho Jaye, Parbhu Ke Charno Se Gar Sachha Pyar Kisi Ko Ho Jaye ॥

Jisko jivan Main Mila Satsang Hai

Jise Jeevan Main Mila Satsang Hain, Use Hardam Anand Hi Anand Hai ।

Mere Ram Ayodhya Aaye

Utsav Bhari Sabhi Manao Ri, Mere Ram Ayodhya Aaye, Mere Ram Ayodhya Aaye, Prabhu Ram Apane Ghar Aaye ॥

Ram Bhajan - Shri Ramji Padhare

Ramji Padhare, Shree Ramji Padhare, Hey ! Dekho Avadh Nagariya Mein Ramji Padhare