Mere Nath Kedara Tere Naam Ka Sahara
Mere Nath Kedara, Tere Naam Ka Sahara, Tere Naam Ki Hai Joli, Tere Naam Ka Gujara, Rutha Achchha Nahin Laage Mera Kedara, Nikla Hoon Aaj Mera Bhola Manane, Tere Pahadon Pe Main, Dhora Dharti Se Aaya, Tujhko Manane Bholenath, Meren Nath Kedara, Tere Naam Ka Sahara ॥
Bhajan
Aisa Damru Bajaya Bholenath Ne, Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya, Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya, Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya, Ainsa Damru Bajaya Bholenath Ne, Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya ॥
Bhajan
Bhole Baba Ne Yuhi Bajaya Damru
Bhole Baba Ne Yun Hi Bajaya Damaru,
Sara Kailash Parvat Magan Ho Gaya ॥
Bhajan
Shiv Puja Mai Mann Leen Rahe Mera
Shiv Pooja Mein Man Leen Rahe, Mera Mastak Ho Aur Dwar Tera, Mit Jaye Janmon Ki Trishna, Mile Bhole Shankar Pyar Tera |
Bhajan
Hey Bholenath Teri Mahima Nirali
Hey Bhole Nath Teri Mahima Nirali, Jane Vo Jis Ne Teri Lagan Lagali,
Bhajan
Bholenath Mere Marne Se Pahle Aisi Chilam Pila Dena
Bholenath Mere Marne Se Pahale, Asi Chilam Pila Dena, Pi Kar Sidha Swarg Main Pahancu,
Asi Dam Lagawa Dena, Bholenath Mere Marne Se Pahale ॥
Bhajan
Charan Sharan Mein Rakh Sadashiv
Charan Sharan Mein Rakh Sadashiv, Teri Hai Darkar, Daya Kar Bam Bhole, Bam Bhole, Shankar Bhole, Shiv Sambhu Damru Wale, Kab Se Aash Lagaye Betha, Kab Se Aash Lagaye Betha, Sun Lo Meri Pukar,
Daya Kar Bam Bhole, Charan Sharan Mein Rakh Sadashiv, Teri Hai Darkar, Daya Kar Bam Bhole ॥
Bhajan
Sar Par Rakh Do Haath Mere Mahakal Maharaj
Shambhu Shambhu Naam Tera Jab Leta Hun, Ek Pal Mein Hi Sari Sadiyan Jita Hun, Jahar Diya Hai Duniya Walon Ne Hardam, Lekin Mein Shiv Naam Ka Amrit Pita Hun, Sar Pe Rakh Do Haath Mere Mahakal Maharaj ॥
Bhajan
Dum Dhol Nagada Baje, Jhan Jhan Jhankara Baje, Dum Dum Dum Dumru Baje, Mahakal Ki Barat Mein, Mahakal Ki Barat Mein ॥
Bhajan
Mrityu Tale Na Mahakal Ke Bina
Vighn Tale Na Ganapati Ke Bina, Mrtyu Tale Na Mahakal Ke Bina, Danav Mare Na Maiya Gaura Ke Bina, Kaal Dare Na Mahakal Ke Bina ॥
Bhajan
Aaya Pawan Somvar, Chalo Shiv Mandir Ko Jaye, Chalo Shiv Mandir Ko Jaye, Shiv Ji Ka Darshan Paye, Aaya Pawan Somvar, Chalo Shiv Mandir Ko Jaye ॥
Bhajan
Dewata Bhi Swarthi The, Daude Amrat Ke Liye
Devta Bhi Swarthi the, Daude Amrit Ke Liye, Ham Sada Unko Bhajenge
Bhajan
Ek Din Maiya Parvati Bhole Se Lagi Kehne
Ek Din Maiya Parvati, Bhole Se Lagi Kehne, Mujhko Bhi Ghadava Do Mere Swami, Sone Ke Gahane ॥
Bhajan
Hey Shiv Shambhu Namastubhyam, Hey Gangadhar Namastubhyam, Mahakalam Namastubhyam,
Hey Nandiswar Namastubhyam, Hey Shiv Shambhu Namastubhyam, Hey Gangadhar Namastubhyam ॥
Bhajan
भजन - Bhajan are religious and spiritual musical songs. A Bhajan has no set of rules, just a musical, melodic and communicative song. Popular Shri Krishna, Hanuman, Balaji, Mata, Devi, Shri Ram, Shiv, Mahadev, Shri Ganesh, Guru Bhajan, Shri Shyam Bhajan, Ghanesh Bhajan, Ram Bhajan and Radha Rani Bhajans.