पितृ पक्ष - Pitru Paksha
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Tera Dar Laage Mujhe Pyara (तेरा दर लगे मुझे प्यारा - भजन)


Tera Dar Laage Mujhe Pyara
Tera Dar Lage Mujhe Pyara,
Jhutha Sara Sansar Re…
Maan Tere Naam Ki Masti Chhai,
Dole Man Har Baar Re…
Tera Dar Lage Mujhe Pyara,
Jhutha Sara Sansar Re…
Charanon Mein Rakh Le Maan Mujhko,
Kar De Bhav Se Paar Re…
[I]Bhakti Bharat Lyrics[/I]

Jay Ambe! Jay Ambe!
Bolo Maiya Jay Ambe!
Sare Duhkhade Harane Vali,
Meri Maiya Jay Ambe!

Jab Jab Aai Vipda Mujh Par,
Tune Thama Hath Re,
Doobi Naiya Paar Lagai,
Ban Ke Too Patvar Re…
Jisane Tera Naam Liya,
Uska Beda Paar Re…

Tera Dar Lage Mujhe Pyara,
Jhutha Sara Sansar Re…

Durga Banake Danav Maare,
Kali Ban Sanhar Kare,
Sher Savari Kar Ke Maiya,
Bhakton Ka Uddhar Kare…
Tere Naam Ki Goonj Se Maiya,
Kanpe Jhootha Sansar Re…

Tera Dar Lage Mujhe Pyara,
Jhutha Sara Sansar Re…

Durga Banake Danav Maare,
Kali Ban Sanhar Kare,
Sher Savari Kar Ke Maiya,
Bhakton Ka Uddhar Kare…
Tere Naam Ki Goonj Se Maiya,
Kanpe Jhootha Sansar Re…

Tera Dar Lage Mujhe Pyara,
Jhootha Sara Sansar Re…

Bol Sachche Darbar Ki Jay!
Bol Sheravali Maiya Ki Jay!
Jo Bhi Aaya Tere Dvar,
Uska Badla Bhagya Hazar!

Hath Jod Ke Vinti Meri,
Rakhiyo Sada Mujhe Paas,
Tere Bina Kuchh Bhi Na Mangoon,
Tu Hi Meri Har Aas…

Tera Dar Lage Mujhe Pyara,
Jhootha Sara Sansar Re…
Tera Dar Lage Mujhe Pyara,
Jhootha Sara Sansar Re…

तेरा दर लगे मुझे प्यारा - भजन हिन्दी में पढ़ें

तेरा दर लागे मुझे प्यारा, झूठा सारा संसार रे… माँ तेरे नाम की मस्ती छाई, डोले मन हर बार रे…
Read Also

Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanMaa Durga BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanGupt Navratri BhajanMata Rani Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Raghupati Raghav Raja Ram

Raghupati Raghava RajaRam, Patita Paavana SitaRam ॥ Sunder Vigraha MeghaShyam, Ganga Tulsi Shalagram ॥

Vaishnav Jan To Tene Kahiye Je

Vaishnav Jan To, Tene Kahiye Je, Peed Paraaye Jaane Re। Par Dukkhe Upkaar Kare Toye, Man Abhiman Na Anne Re...

Navratri Specials 2026 - Navratri Specials 2026
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP