Aana Madan Gopal,
Hamare Ghar Kirtan Mein,
Aana Sundar Shyam,
Hamare Ghar Kirtan Mein,
Kirtan Mein Shyam Kirtan Mein,
Kirtan Mein Shyam Kirtan Mein,
Aana Madan Gopal,
Hamare Ghar Kirtan Mein ॥
Aap Bhi Aana Sang Gwalon Ko Lana,
Aap Bhi Aana Sang Gwalon Ko Lana,
Milkar Makhan Khana,
Hamare Ghar Kirtan Mein,
Aana Madan Gopal,
Hamare Ghar Kirtan Mein ॥
Aap Bhi Aana Sang Radha Ji Ko Lana,
Aap Bhi Aana Sang Radha Ji Ko Lana,
Milkar Raas Rachaana,
Hamare Ghar Kirtan Mein,
Aana Madan Gopal,
Hamare Ghar Kirtan Mein ॥
Aap Bhi Aana Sang Gopiyon Ko Lana,
Aap Bhi Aana Sang Gopiyon Ko Lana,
Milkar Dhoom Machaana,
Hamare Ghar Kirtan Mein,
Aana Madan Gopal,
Hamare Ghar Kirtan Mein ॥
Aana Madan Gopal,
Hamare Ghar Kirtan Mein,
Aana Sundar Shyam,
Hamare Ghar Kirtan Mein,
Kirtan Mein Shyam Kirtan Mein,
Kirtan Mein Shyam Kirtan Mein,
Aana Madan Gopal,
Hamare Ghar Kirtan Mein ॥