Download Bhakti Bharat APP
Hanuman Chalisa - Follow Bhakti Bharat WhatsApp Channel - Hanuman Chalisa - Shiv Chalisa -

Aayi Singh Pe Swar (आई सिंघ पे सवार: भजन)


Aayi Singh Pe Swar
Aayi Singh Pe Swar ॥
Aayi Singh Pe Swar,
Maiya Odhe Chunari,
Odhe Chunari,
Maiya Odhe Chunari,
Aayi Singh Pe Swar Maiya ॥

Aadi Shakti Hai Maata Bhawani,
Jay Durga Maa Kali,
Bade Bade Rakhyas Sanghare,
Ran Chandi Matwali,
Kare Bhakto Ka,
Udhhar Maiya Odhe Chunari,
Aayi Singh Pe Swar Maiya ॥

Mahishasur Sa Mahan Bali,
Devon Ko Khub Sataya,
Chhin Liya Indrasan Aur,
Devon Ko Maar Bhagaya,
Kari Devon Ne Pukar Maiya,
Odhe Chunari Aayi,
Aayi Singh Pe Swar Maiya ॥

Durga Ka Avatar Liya Jhat,
Mahishasur Sanghari,
Dur Kiya Devon Ka Sankat,
Leela Teri Nyari,
Kiya Devon Pe Upakar Maiya,
Odhe Chunari Aayi,
Aayi Singh Pe Swar Maiya ॥
BhaktiBharat Lyrics

Jo Koi Jis Manasa Se Maiya,
Dwar Tihare Jata,
Har Echha Hoti Puri Aur,
Manh Manga Phal Pata,
Tera Gun Gave Sansar Maiya,
Odhe Chunari,
Aayi Singh Pe Swar Maiya ॥
Navratri 2024 Dates
Date Day Tithi Navratri Devi Name
9 April Day 1 Partipada Mata Shailputri Puja, Ghatasthapana, Nav Varsh, Cheti Chand
10 April Day 2 Dwitiya Mata Brahmacharini Puja
11 April Day 3 Tritiya Mata Chandraghanta Puja, Matsya Jayanti, Gangaur
12 April Day 4 Chaturthi Mata Kushmanda Puja, Lakshmi Panchami
13 April Day 5 Panchami Mata Skanda Mata Puja
14 April Day 6 Sashti Mata Katyayani Puja
15 April Day 7 Saptami Mata Kalaratri Puja
16 April Day 8 Ashtami Mata Maha Gauri Puja
17 April Day 9 Navami Rama Navami, Mata Siddhidatri Puja, Swaminarayan Jayanti
18 April Day 10 Dashami Navratri Vrat or fasting ends.

आई सिंघ पे सवार: भजन हिन्दी में पढ़ें

आई सिंघ पे सवार, मईया ओढ़े चुनरी, ओढ़े चुनरी, मईया ओढ़े चुनरी , आई सिंघ पे सवार मईया ॥
Read Also

Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanMaa Durga BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Janme Avadh Me Ram Mangal Gao Ri

jis bhajan mein ram ka naam na ho, us bhajan ko gana na chahie...

Sare Jahan Ke Malik Tera Hi Aasara Hai

Sare Jahan Ke Malik, Tera Hi Aasra Hai, Raji Hain Hum Usi Mein, Jis Mein Teri Raja Hai...

Karlo Karlo Charo Dham

Karlo Karlo Charo Dham, Milenge Krishn, Milenge Ram Jeevan Safal Usi Ka Samjho, Jisne Kiya Ye Dham

Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu

Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu, Meri Gagar Bhar Do Thake Panv Hai

Tumhi Me Ye Jivan Jiye Ja Raaha Hoon

Tumhin Mein Ye Jeevan Jiye Ja Raha Hoon, Jo Kuchh De Rahen Ho Lie Ja Raha Hoon ॥ Tumhin Se Chala Karati Pranon Ki Dhadakan...

Ram Japate Raho, Kam Karte Raho

Ram Japte Raho, Kam Karte Raho । Waqt Jeevan Ka, Yunhi Nikal Jayega ।

Sharan Mein Aaye Hain Hum Tumhari

Sharan mein aye hain ham tumhari, daya karo hey dayalu bhagawan...

Hanuman Chalisa -
Ram Bhajan -
×
Bhakti Bharat APP