Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Aayo Gandgaon Se Holi Khelan Natwar Nand Kishor (आयो नंदगांव से होली खेलन नटवर नंद किशोर - भजन)


Aayo Gandgaon Se Holi Khelan Natwar Nand Kishor
Aayo Nandganv Se Holi Khelan Natwar Nand Kishor ।
Aayo Nandganv Se Holi Khelan Natwar Nand Kishor ।
Natwar Nand Kishor, Aayo Chhaliya Makhan Chor ।
Aayo Radhe Radhe, Aayo Radhe Radhe, Aayo Radhe Radhe
Aayo Nandganv Se Holi Khelan Natwar Nand Kishor ।
Aayo Nandganv Se Hori Khelan Natwar Nand Kishor ।
Natwar Nand Kishor Chhaliya Makhan Chor ।

Sang Mein Gwal Baal Mastane, Rabdi Tikiya Ghote Chhane ।
Saje Swang Mein Dhap Manmaane ।
Bane Sakha Par Lage Janane ।
Bhet Gulal Hath Pichkari, Chhaye Rahe Chahun or ।

Aayo Nandganv Se Hori Khelan Natwar Nand Kishor ।
Natwar Nand Kishor Chhaliya Makhan Chor ।

Sangh Jhanjh Dhap Dhol Bajavat ।
Tarah-tarah Ki Gaari Gavat ।
Holi Hai, Holi Hai Shor Machavat ।
Abir Gulal Udavat Lavat Bhar Bhar Bor ।

Aayo Radhe Radhe, Aayo Radhe Radhe, Aayo Radhe Radhe
Aayo Nandganv Se Hori Khelan Natwar Nand Kishor ।
Natwar Nand Kishor Chhaliya Makhan Chor ।

Bheekham Sakha Phag Nahin Paave ।
Pakad Jananau Saaj Sajave ।
Gher Sakal Sab Naach Nachave ।
It Mein Gheroon Gali Rangili, Utt Saakli Khol ।

Aayo Radhe Radhe, Aayo Radhe Radhe, Aayo Radhe Radhe
Aayo Nandganv Se Hori Khelan Natwar Nand Kishor ।
Natwar Nand Kishor Chhaliya Makhan Chor ।

Yah Hai Nand Gaanv Ke Panda ।
Gaay Charave Beene Kaanda ।
Aae Linhe Dhal Prachanda ।
Jhanda Chheen Lagao Danda, Kar Deo Bhaanda Phod ।

Aayo Radhe Radhe, Aayo Radhe Radhe, Aayo Radhe Radhe
Aayo Nandganv Se Hori Khelan Natwar Nand Kishor ।
Natwar Nand Kishor Chhaliya Makhan Chor ।

Aayo Radhe Radhe, Aayo Radhe Radhe, Aayo Radhe Radhe
Aayo Nandganv Se Hori Khelan Natwar Nand Kishor ।
Natwar Nand Kishor Chhaliya Makhan Chor ।

आयो नंदगांव से होली खेलन नटवर नंद किशोर - भजन हिन्दी में पढ़ें

आयो नंदगांव से होली खेलन नटवर नंद किशोर । नटवर नंद किशोर, आयो छलिया मखन चोर । संग में ग्वाल बाल मस्ताने, रबड़ी टिकिया घोटे छाने..
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanHoli BhajanPhalguna BhajanIskcon Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Shankar Damru Dhari Hai Jag Ke Aadhar

Shiv Shankar Damru Dhari, Hai Jag Ke Aadhar, Teeno Lok Pe Rahata Hai, Unka Hi Adhikar, Shiv Shankar Damru Dharin, Hai Jag Ke Aadhar ॥

Kailash Shikhar Se Utar Kar

Kailash Shikhar Se Utar Kar, Mere Ghar Aaye Hai Bhole Shankar ॥

Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila

Mukadar Mera Ban Hi Gaya, Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila, Maan Ka Andhera Mit Sa Gaya, Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila ॥

Bhole Ko Mein Manane Mahakal Ja Raha Hoon

Bhole Ko Mein Manane, Mahakal Ja Raha Hoon । Baba Ko Jal Chadhane, Ujjain Ja Raha Hoon ।

JaiKara Mere Kedareshwaray Jai Kara

Jaykara Bolo Jaykara, Mere Kedareswaray Tera Jaykara, Jaykara Bolo Jaykara, Mere Kedareswaray Tera Jaykara ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP