पितृ पक्ष - Pitru Paksha
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Avadh Mein Ram Aaye Hain (अवध में राम आये है: भजन)


Avadh Mein Ram Aaye Hain
Ram Bhakton Ko Mil Gaya Khajana,
Main To Jhoom Jhoom Jaun Ye Tarana,
Avadh Mein Ram Aaye Hain ॥
Ram Ji To Aaye Sang Charo Bhaya Aaye Hai,
Ram Lakshman Bharat Aur Shatrughan,
Ram Ji To Aaye Sang Charo Bhaya Aaye Hain,
Charo Bhaya Se Darbar Saje Hain,
Mere Dil Mein Phool Khile Hain,
Avadh Mein Ram Aaye Hain ॥

Ram Ji To Aaye Sang Sita Maa Ko Laye Hai,
Siyaram Ji Ki Jodi Saje Hain,
Mere Dil Mein Phool Khile Hain,
Avadh Mein Ram Aaye Hain ॥
BhaktiBharat Lyrics

Hanumat Ke Sang Mere Ram Ji Aaye Hain,
Prem Se Komal Ne Bhav Ye Gaye Hai,
Bhakt Aur Bhagwan Ki Jodi Saje Hain,
Mere Dil Mein Phool Khile Hain,
Avadh Mein Ram Aaye Hain ॥

अवध में राम आये है: भजन हिन्दी में पढ़ें

रामभक्तों को मिल गया ख़ज़ाना, मैं तो झूम झूम गाऊँ ये तराना, अवध में राम आये है ॥
Read Also

Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Bhajan BhajanMaryada Purushottam Shri Ram Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Dadi Mein Thari Beti Hu

Dadi Main Thari Beti Hun, Rakhiyo Meri Laaj, Maiya Main Thari Laado Hun, Rakhiyo Meri Laaj, Dhan Daulat Deejo Mat Deejo, Dhan Daulat Deejo Mat Deejo, Deejo Amar Suhag, Dadi Mai Thari Beti Hun, Rakhiyo Meri Laaj ॥

Mhane Sherawali Maiya Rajrani Laage

Mhane Praana Su Bhi Pyari, Mata Raani Laage, Mata Raani Laage, Mhane Sherowali Maiya, Raaj Raani Laage ॥

Maa Sharda Bhawani Bethi Hai Dekho Kaise

Maan Sharda Bhavani, Baithi Hai Dekho Kaise, Maiya Saji Hai Aise, Dulhan Bani Ho Jaise, Maan Sharda Bhavani, Baithi Hai Dekho Kaise ॥

Maiya Ke Charno Me Jhukta Hai Sansar

Maiya Ke Charno Me, Jhukta Hai Sansar, Teeno Lok Main Hoti, Maa Teri Jay Jaykar ॥

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Navratri Specials 2026 - Navratri Specials 2026
Ganesh Aarti Bhajan - Ganesh Aarti Bhajan
Bhakti Bharat APP