Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Bhaj Radhe Govinda Re Pagle (भज राधे गोविंदा रे पगले - भजन)


Bhaj Radhe Govinda Re Pagle
Bhaj Radhe Govinda Re Pagle,
Bhaj Radhe Govinda Re,
Tan Parinde Ko Chhod Kahi,
Ud Jaye Na Pran Parinda Re,
Bhaj Radhe Govinda Re Pagle,
Bhaj Radhe Govinda Re ॥
Jhuthi Sari Duniyadari,
Jhutha Tera Mera Re,
Aaj Ruke Kal Chal Dega,
Ye Yogi Bala Phera Re,
Sab Saathi Hai Jhuthe Jagat Ke,
Saccha Ek Govinda Re,
Bhaj Radhe Govinda Re Pagle,
Bhaj Radhe Govinda Re ॥

Is Jivan Mein Sukh Ki Kaliyan,
Aur Sabhi Dukh Ke Kante,
Sukh Mein Har Koi Hissa Mange,
Koi Bhi Na Dukh Bante,
Bhed Bhab Ko Chod De Pagle,
Mat Kar Tu Parninda Re,
Bhaj Radhe Govinda Re Pagle,
Bhaj Radhe Govinda Re ॥

Is Chadar Ko Bade Jatan Se,
Odhe Dash Kavira Re,
Ise Pahan Vish Paan Kar Gai,
Prem Dewani Meera Re,
Is Chadar Ko Paap Karam Se,
Mat Kar Tu Ab Ganda Re,
Bhaj Radhe Govinda Re Pagle,
Bhaj Radhe Govinda Re ॥

Bhaj Radhe Govinda Re Pagle,
Bhaj Radhe Govinda Re,
Tan Parinde Ko Chhod Kahi,
Ud Jaye Na Pran Parinda Re,
Bhaj Radhe Govinda Re Pagle,
Bhaj Radhe Govinda Re ॥

भज राधे गोविंदा रे पगले - भजन हिन्दी में पढ़ें

भज राधे गोविंदा रे पगले, भज राधे गोविंदा रे, तन परिंदे को छोड़ कही, उड़ जाये ना प्राण परिंदा रे, भज राधें गोविंदा रे पगले, भज राधे गोविंदा रे ॥
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tujhko Jeevan Mila Hai Anmol

Shubh Karmo Ka Khata Khol, O Bande, Radhe Radhe Bol, Tujhko Jeevan Mila Han, Anmol, O Bande, Radhe Radhe Bol।

Rakho Hath Dhal Talwar Majbuti Jagdamba

Rakho Hath Dhal Talwar Muth Majbuti, Muth Majbuti E Dharde Re Jagdamba, Raajputon Mein Majbuti...

Thari Chakari Karungo Din Raat Banalyo Mhane Chakariyo

Thari Chakari Karungo Din Raat, Banalyo Mhaane Chaakriyo, Thaari Seva Karungo Din Raat, Banalyo Mhaane Chaakriyo, Chaakriyo E Dadi Sevkiyo, Thaaran Gun Gaoon Din Raat, Banalyo Mhaane Chaakriyo ॥

Jis Bhajan Mein Ram Ka Nam Na Ho

Jis Bhajan Mein Ram Ka Naam Na Ho, Us Bhajan Ko Gana Na Chahiye |..

Ram Hi Paar Lagavenge

Aji Main to Ram Hi Ram Bhajoon Ri Mere Ram, Ram Hi Paar Lagavenge..

Jaise Tum Sita Ke Ram

Jaise Tum Sita Ke Ram, Jaise Lakshman Ke Samman, Jaise Hanumat Ke Bhagwan

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP