Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Deewani Main to Teri Ho Gayi (दीवानी मैं तो तेरी हो गयी - भजन)


Deewani Main to Teri Ho Gayi
Aai Jab Se Main Khatu Dham,
Deewani Main to Teri Ho Gayi -2
Mujhe Duniyan Se Ab Kya Kaam,
Deewani Main to Teri Ho Gayi,
Aai Jab Se Main Khatu Dham,
Deewani Main to Teri Ho Gayi......
Tere Naam Ki Lagan Lagi Hai,
Sudh Budh Main Bhuli Saari,
Sachcha Tera Saath Sanware,
Jhuthi Duniyandari, -2
Main Kahati Hun, Aaj Sareaam,
Deewani Main to Teri Ho Gayi,
Aai Jab Se Main Khatu Dham......

Mainne Apani Jeevan Naiya,
Kar Di Tere Havale Re,
Meri Band Kismat Ke Baba,
Khol Die Sab Taale Re -2
Chhai Jeevan Mein Khushiyan Tamam,
Deewani Main to Teri Ho Gayi,
Aai Jab Se Main Khatu Dham.....

Ijjat Dedi Shauhar De Di,
Rakh Diya Mere Sar Par Hath,
Yahi Tamanna Baba, Tera
Mera Kabhi Na Chhute Sath -2
Sittu Sanvariya Jape Tera Naam,
Deewani Main to Teri Ho Gayi,
Aai Jab Se Main Khatu Dham.....

Aai Jab Se Main Khatu Dham,
Deewani Main to Teri Ho Gayi,
Mujhe Duniyan Se Ab Kya Kaam,
Deewani Main to Teri Ho Gayi......

दीवानी मैं तो तेरी हो गयी - भजन हिन्दी में पढ़ें

आई जब से मैं खाटू धाम, दीवानी मैं तो तेरी हो गयी, मुझे दुनियाँ से अब क्या काम, दीवानी मैं तो तेरी हो गयी...
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanJanmashtami BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanFagan Mela BhajanShri Shayam BhajanKhatu Shyam Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shyam Pyare Ki Hai Sarkar Hame Dar Kahe Ho

Shyam Pyare Ki Hai Sarakar, Hamen Dar Kahe Ko, Kahe Ko Dar Kahe Ko, Neele Vale Ki Hai Sarakar,
Hamen Dar Kahe Ko ॥

Shyam Eso Jiya Me Samay Gayo Ri

Shyam Aiso Jiya Mein, Samae Gayo Ri, Mere Tan Man Ki, Sudhbudh Bhulaay Gayo Ri ॥

Ladli Adbhut Nazara, Tere Barsane Me Hai

kishori le chal parli paar, radhike le chal parli paar, shyama chal parli paar...

Jeevan Hai Tere Hawale Muraliya Wale

Jeevan Hai Tere Havale, Muraliya Vale, Tere Hath Ki, Hum Kath Putli Tere Hath Ki, Chahe Jaise Nachale

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Krishna Bhajan

Famous Shri Krishna Bhajan for Janmashtami, Radhashtami, Holi, Bhagwat Katha, Gita Path, Kirtan, Bhajan Sandhya..

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP