Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Hanumat Tumhe Pranam Karu (हनुमत तुम्हें प्रणाम करूं: भजन)


Hanumat Tumhe Pranam Karu
Hanumat Tumhe Pranam Karu,
Shree Ram Janaki Ke Hanumat Tumhe Pranam Karu,
Tum Sabke Kaaj Saware Ho,
Pal Mein Dustho Ko Mare Ho,
Pawan Putra Anjani Ke Lala,
Bhakta Hun Mein Tu Rakhwala,
Bhay Aaye To Hai Hanumat Main To Tera Dhyan Dharu,
Shree Ram Janaki Ke Hanumat Tumhe Pranam Karu ॥
Ram Ke Kaaj Ko Puran Karke Tumne Naam Kamaya Hai,
Suna Hai Bachpan Mein Natkhat The Surya Ko Tumne Khaya Hai,
Naam Tera Hai Mukh Par Mere Bhoot Pisach Se Kyun Daru,
Shree Ram Janaki Ke Hanumat Tumhe Pranam Karu ॥

Siya Se Milan Karane Khatir Sagar Ko Tumne Langha Diya,
Dare Tanik Na Meghanad Ne Bramhastra Se Bandh Diya,
Lanka Jar Diye Tum Chan Mein Tere Prem Biyog Jaru,
Shree Ram Janaki Ke Hanumat Tumhe Pranam Karu ॥
BhaktiBharat Lyrics

Ramdut Hai Kesari Nandan Koun Tumhare Bin Mera,
Jaye Bachaye Tumne Unko Rog Shok Jinko Ghera,
Khila Maan Taan Ke Andar Mein Bhakt Ka Rashdhar Bharu,
Shree Ram Janaki Ke Hanumat Tumhe Pranam Karu ॥

हनुमत तुम्हें प्रणाम करूं: भजन हिन्दी में पढ़ें

हनुमत तुम्हें प्रणाम करूं, श्री राम जानकी के हनुमत तुम्हें प्रणाम करूं, तुम सबके काज संवारे हो,पल में दुष्टों को मारे हो, पवन पुत्र अंजनी के लाला, मैं भक्त तेरा तू है रखवाला, भय आए तो हे हनुमंता मैं तो तेरा ध्यान धरु, श्री राम जानकी के हनुमत तुम्हें प्रणाम करूं ॥
Read Also

Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ram Raj Fir Aya Hai

Shree Ram Raj Fir Aaya Hai, Mandir Wahi Banaya Hai ॥

Shri Ram Aayenge

Kanval Sab Jhoom Rahe Magan Sarayu Ki Dhaara, Pavan Mein Masti Hai Naache Gagan Pe Tara, Ab Ram Raj Hoga Sab Mangal Gayenge, Shri Ram Aayenge Shri Ram Aayenge ॥

Chalo Ayodhya Dham Chale

Chalo Ayodhya Dham Chale, Gaate Jay Jay, Shri Ram Chale, Chalo Ayodhya Dham Chale ll

Har Saaz Pe Ram Baje

Jai Jai Ram Ram Ram, Har Saaz Bhaje Shri Ram, Har Saaj Pe Ram Baje, Har Ghar Mein Ayodhya Saje...

Ram Naam Ki Loot Hai

Ram Naam Ki Loot Hai, Pyare Loot Le, Pachhtaiyo Na, Pran Jayen Jab Chhoot Re...

Ram Mandir Geetam

Kotikanthageetmidam Rashtramandiram, Jayatu Jayatu Hridayapute Rammandiram ॥

Har Kasht Karo Dur Hamare Ganesh Ji

Gaura Ke Laal Shiv Ke Dulare Ganesh ji, Har Kasht Karo Dur Hamare Ganesh Ji ॥

Om Jai Jagdish Hare Aarti - Om Jai Jagdish Hare Aarti
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP