Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Hey Jag Vandan Gauri Nandan Nath Gajanan Aa Jao (हे जगवंदन गौरी नन्दन, नाथ गजानन आ जाओ: भजन)


Hey Jag Vandan Gauri Nandan Nath Gajanan Aa Jao
Hey Jag Vandan Gauri Nandan,
Nath Gajanan Aa Jao,
Shiv Shankar Ke Raj Dulare,
Aake Darsh Dikha Jao,
Hey Jag Vandan Gauri Nandan,
Nath Gajanan Aa Jao ॥
Riddhi Siddhi Ke Swami Ho Tum,
Shubh Aur Laabh Ke Data Ho,
Ek Dant Ho Dayavant Ho,
Tum Brahmand Ke Gyata Ho,
Vighn Vinashak Naam Tumhara,
Mere Vighn Mita Jao,
Hey Jag Vandan Gauri Nandan,
Nath Gajanan Aa Jao ॥

Sab Devon Mein Sabase Pahale,
Hoti Teri Hi Pooja,
Teeno Lokon Mein He swami,
Koi Nahi Tumasa Duja,
Mushak Ki Karake Asvari,
Laddo Bhog Laga Jao,
Hey Jag Vandan Gauri Nandan,
Nath Gajanan Aa Jao ॥

Hum Sevak Naadan Tumhare,
Bhajan Bhav Kuch Na Jane,
Is Sansar Mein Sabse Jyada,
Deva Bas Tumako Mane,
‘Tyagi’ Ki Ye Vinate Sunalo,
Karaj Saphal Bana Jao,
Hey Jag Vandan Gauri Nandan,
Nath Gajanan Aa Jao ॥

Hey Jag Vandan Gauri Nandan,
Nath Gajanan Aa Jao,
Shiv Shankar Ke Raj Dulare,
Aake Darsh Dikha Jao,
Hey Jag Vandan Gauri Nandan,
Nath Gajanan Aa Jao ॥

हे जगवंदन गौरी नन्दन, नाथ गजानन आ जाओ: भजन हिन्दी में पढ़ें

हे जगवंदन गौरी नन्दन, नाथ गजानन आ जाओ, शिव शंकर के राज दुलारे, आके दर्श दिखा जाओ, हे जगवँदन गौरी नंदन, नाथ गजानन आ जाओ ॥
Read Also

Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jagannath Chakka Nain Nilachal Vare

Jagannath Chakka Nain Neelachal Vare, Jagannath, Jagannath, Chaka Nain, Chaka Nain

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Baba Mere Jagannath Tera Charcha Ho Gya Re

Baba Mere Jagannath Tera Charcha Ho Gya Rai, Yo Khati Ka Chhaura Baba Tera Ho Gya Sai..

Michha Duniare Gotie Sata Jagannatha

Micha Duniare Gotie Sata (2), Jagannatha Se Mo jagannath (2)

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP