महा शिवरात्रि - Maha Shivaratri
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Hum Ram Ji Ke Ram Ji Hamare Hain (हम राम जी के, राम जी हमारे हैं: भजन)


Hum Ram Ji Ke Ram Ji Hamare Hain
Hum Ram Ji Ke, Ram Ji Hamare Hain।
Hum Ram Ji Ke, Ram Ji Hamare Hain।
Mere Nayano Ke Tare Hain।
Sare Jag Ke Rakhawale Hain।
॥ Hum Ram Ji Ke...॥

Ek Bharoso Ek Bal, Ek Aas Vishvas।
Ek Ram Ghanashyam Hit, Jatak Tulasidas।
॥ Hum Ram Ji Ke...॥

Jo Lakho Papiyon Ko Tare Hain।
Jo Adhaman Ko Uddhare Hain।
Hum Unki Sharan Padhare Hain।
॥ Hum Ram Ji Ke...॥

Sharanagat Aart Nivare Hain।
Hum Inke Sada Sahare Hain।
॥ Hum Ram Ji Ke...॥

Ganika Aur Giddh Uddhare Hain।
Hum Khade Unhike Ke Dware Hain।
॥ Hum Ram Ji Ke...॥

Hum Ram Ji Ke, Ram Ji Hamare Hain।
Hum Ram Ji Ke, Ram Ji Hamare Hain।

हम राम जी के, राम जी हमारे हैं: भजन हिन्दी में पढ़ें

हम राम जी के, राम जी हमारे हैं। मेरे नयनो के तारे है। सारे जग के रखवाले है...
Read Also

Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanPrem Bhushan Ji Bhajan

Other Popular Hum Ram Ji Ke Ram Ji Hamare Hain Video

Anil Hanslas Bhaiya Ji

Hum Ram Ji Ke Ram Ji Humare Hai By Devi Chandrakala JI

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।

Mangal Geet: Heri Sakhi Mangal Gavo Ri..

Heri/Ori Sakhi Mangal Gaavo Ri, Dharti Ambar Sajao Ri | Chokh Puravo, Mati Rangavo, Aaj Mere Piya Ghar Aavenge

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Kailasho Ke Vasi

Shiv Kailasho Ke Vasi, Dhauli Dharon Ke Raja, Shankar Sankat Ko Harna, Shankar Sankat Ko Harna ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP