Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Jab Jab Inke Bhakto Pe Koi Sankat Aata Hai (जब जब इनके भक्तों पे, कोई संकट आता है: भजन)


Jab Jab Inke Bhakto Pe Koi Sankat Aata Hai
Jab Jab Inke Bhakton Pe,
Koi Sankat Aata Hai,
Mera Laal Langota Bala,
Pal Mein Dauda Aata Hai ॥
Jiske Ghar Main Jalti Hai,
Bajarangi Ki Jyoti,
Uske Ghar Main Kisi Chij Ka,
Kabhi Kami Na Hoti,
Us Ghar Mein Dhan Daulat Baba,
Khud Barasata Hai,
Mera Laal Langota Bala,
Pal Mein Dauda Aata Hai ॥

Nahin Tere Sunavai Hoiye,
Na Mumakin Hai Bhaiya,
Sukh Mein Duhkh Mein Bajarangi Hi,
Saath Nibhaata Hai,
Mera Laal Langota Bala,
Pal Mein Dauda Aata Hai ॥

Jad Se Khatm Kare Sankat Ko,
Vo Bhaari Se Bhaari,
Isake Jaisa Bali Na Koi,
Dekhi Duniya Sari,
‘Narasi’ Tabhi To Ye,
Sankat Mochan Kahalaata Hai,
Mera Laal Langota Bala,
Pal Mein Dauda Aata Hai ॥

Jab Jab Inke Bhakton Pe,
Koi Sankat Aata Hai,
Mera Laal Langota Bala,
Pal Mein Dauda Aata Hai ॥

जब जब इनके भक्तों पे, कोई संकट आता है: भजन हिन्दी में पढ़ें

जब जब इनके भक्तों पे, कोई संकट आता है, मेरा लाल लंगोटे वाला, पल में दौड़ा आता है ॥
Read Also

Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Mahabali Hanuman Ji

Sankat Mochan Naam Tumhara, Dukhiyo Ka Tum Ho Sahara, Charo Aor Gunj Raha Hai,
Naam Tera Mahan, Mahabali Hanuman Ji, Mahabali Hanuman Ji,
Ram Ram Jai Ram Ram Jai ॥

Itni Kripa Kijiye Salasar Hanuman

Itani Kirpa Kijiye, Salasar Hanuman, Ab Darshan De Do Baba, Ab Darshan De Do Baba,
Mujhe Balak Apana Jana, Itani Kirpa Kijiye, Salasar Hanuman ॥

Hai Anupam Jiski Shan Usko Kahte Hai Hanuman

Hai Anupam Jiski Saan,n Usko Kahate Hai Hanuman,nAji Suno Lagakar Kaan,nUsko Kahate Hai Hanuman,
Hai Anupam Jiski Saan,nUsko Kahate Hai Hanuman ॥

Hanumat Ke Gun Gate Chalo

Hanumat Ke Gun Gaate Chalo, Preet Ki Shradha Bahate Chalo, Ram Main Aaye Jo Koi Dukhi,
Kirapa Sabhi Pe Bahate Chalo, Preet Ki Shradha Bahate Chalo ॥

Prabhuji More Avgun Chit Naa Dharo

Prabhuji More Avgun Chit Na Dharo, Samdarshi Prabhu Naam Tiharo, Chaho to Paar Karo ।

Sawan 2026 - Sawan 2026
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP