Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Jai Jai Jagannath Jag Ke Nath (जय जय जगन्नाथ जग के नाथ - जगन्नाथ भजन)


Jai Jai Jagannath Jag Ke Nath
Jay Jay Jagannath Jag Ke Nath
Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat
Jinka Na Koi Tum Unke Sath
Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat
Puri Ki Pawan Nagri Mein
Phaladai Tera Dham Hai
Vahaan Ke Kan-Kan Mein Basa
Prabhu Tumhara Naam Hai
Karuna Ki Karte Nit Barsaat
Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat
Jinka Na Koi Tum Unke Sath
Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat

Phaag Mandap Mein Hai Prabhu
Tera Sada Niwas Hai
Jahan Tumhare Bhakton Ki
Poorn Hoti Aas Hai
Banate Sabhi Ki Bigdi Baat
Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat
Jinka Na Koi Tum Unke Sath
Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat

Pyara Tumhara Jagamohan
Nityashala Ka Naam Hai.
Bhakton Ki Manamohana
Jahan Tumhara Kaam Hai
Puchhte Sabke Dil Ki Baat
Ham Tumhen Bhejate Hain Din-Raat
Jinka Na Koi Tum Unke Sath
Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat

Mukhy Saala Mein Bhakton Ki
Sada Hi Rahati Bheed Hai
Tum Jab Jagate Jagate
Soi Takdir Hai
Unke Sanwarte Hain Halat Hum
Tumhen Bhejate Hain Din Raat
Jinka Na Koi Tum Unke Sath
Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat

Darshan Hote Jahan Tere
Usko Viman Kahte Hain
Adbhut Teri Karuna Ke
Wahan Par Jharne Bahate Hai
Sukhon Ki Milti Hai Jahaan Saugat
Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat
Jinka Na Koi Tum Unke Sath
Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat

Daya Ki Sindhu Tum Hi to
Jagat Pita Jagadish Ho
Dukh Se Peedit Prani Ka
Sukh Ka Dete Aashish Ho
Tham Ke Dukhiyon Ke Tum Hath
Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat
Jinka Na Koi Tum Unke Sath
Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat

Ek Taraph Hai Subhadra Ji
Dusri Taraph Balram Hai
in Donon Ke Beech Khade
Devki Ke Sut Ghanshyam Hai
Srishti Ke Swami Tum Ho Nath
Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat
Jinka Na Koi Tum Unke Sath
Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat

Jag Ke Satae Jeev Ko
Sirph Tera Hi Aasra
Tumsa Dayalu Vishwa Mein
Aur Koi Na Dusra
Humen Bhi Dikhao Koi Karamat
Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat
Jinka Na Koi Tum Unke Sath
Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat

Jay Jay Jagannath Jag Ke Nath
Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat
Jinka Na Koi Tum Unke Sath
Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat

जय जय जगन्नाथ जग के नाथ - जगन्नाथ भजन हिन्दी में पढ़ें

जय जय जगन्नाथ जग के नाथ, हम तुम्हें भजते हैं दिन रात, जिनका न कोई तुम उनके साथ, हम तुम्हें भजते हैं दिन रात
Read Also

Bhajan Jagannath Rath Yatra BhajanIskcon BhajanJagannth BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBhagwat BhajanJagannath Puri Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Hamari Pyari Radha Ke Ratan Rangile Naina

Hamari Pyari Radha Ke, Ratna Rangile Naina, Ras Barse Ras Roop Madhuri, Rasmay Rasile Baina...

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Chhath Pooja Geet

Bhakti Bharat brings to you the folk songs and bhajans sung during this holy festival, including the lyrics and videos of the songs.

Kala Kala Sanwariyan Hari Hari Tulsi

A popular devotional song (bhajan) sung during the month of Kartik and on the occasion of Tulsi Vivah Kala Kala Sanvariyan Hari Hari Tulsi, Bansi Bajave Sanwariya Lehre Leve Tulsi By Bhakti Bharat.

Mere Angana Me Tulsi Ka Vyah Sakhiyo

Mere Angna Mein Tulsi Ka Byaah Sakhiyon। Patte Patte Pe Mohan Ka Naam Sakhiyon। Aaj Tulsi Ka Solah Sringar Sakhiyon..

Govind Chale Charaavan Dhenu

Govind Chale Charaavan Dhenu । Grh Grh Ten Larika Sab Tere Shrngi Madhur Bajai Benu ॥

Ganesh Aarti Bhajan - Ganesh Aarti Bhajan
Shri Krishna Bhajan - Shri Krishna Bhajan
Bhakti Bharat APP