Shri Ram Bhajan

Kaashi Mein Kailashi (काशी में कैलाशी - भजन)


Kaashi Mein Kailashi
Bam Bhole Bam Bhole
Kailash Ka Vasi Bam Bhole
Milta Hai Jo Kashi Bam Bhole
Dhamaru Par Nache Jhum Jhum
Kar Door Udasi Bam Bhole
Man Ka Bhola Mere Bhole Nath
Lagatha Sundar Gaura Ke Sath
Duniya Ke Palak Haari

Mera Bhola Nath Bhola Bhandari
Kartha Hai Nandi Ki Savari
Jata Se Nikale Ganga Pyari
Bhola Nath Bhola Bhandari

Bhola Nath Bhola Bandari
Jata Se Nikale Ganga Pyari

Poojati Hai Jinko Duniya Ye Saari
Naam Pukare Kahe Tripurari
Mathe Pe Chandha Hai Bhasm Lagaye
Naago Ke Mala Gale Me Ye Pyari

Karte Hain Sabke Man Mein Vaas
Jitne Aghori Inke Daas
Mere Neel Kant Vishdhari

Mera Bhola Nath Bhola Bhandari
Kartha Hai Nandi Ki Ka Sawari
Jata Se Nikle Ganga Pyari
Bhola Nath Bhola Bhandari

Har Har Mahadev

Devo Ke Deva Ajab Teri Maya
Jatadhari Tu Ganga Dhari Kahlaaya
Ya Bhashmasur Ko Bhasam Tune Bhole
Utha Tu Bhayankhar Jab Usne Machaya

Mere Dil Mein Jaggi Teri Pyas Pyas
Hai Raghuvar Har Saans Saans
Hanuman Sumir Poojari

Mera Bhola Nath Bhola Bhandari
Kartha Hai Nandiki Ki Savari
Jata Se Nikale Ganga Pyari
Bhola Nath Bhola Bandari

Om Naamah Shivay
Om Naamah Shivay
Om Naamah Shivay
Om Naamah Shivay
Om Naamah Shivay

काशी में कैलाशी - भजन हिन्दी में पढ़ें

बम भोले बम भोले, कैलाश का वासी, बम भोले, मिलता है जो काशी, बम भोले, धमारू पर नाचे झूम-झूम, कर दूर उदासी, बम भोले
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSawan Somvar BhajanShiv Terash BhajanJyotirling BhajanKanwar BhajanKanwar Yatra BhajanKanwariya BhajanBhole BhajanNew BhajanHansraj Raghuwanshi Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Maa Ki Dua Badi Hai

Lakh Baar Gir Kar main, Har Baar Utha Hun, Jab Bhi Sankat Aaya, Tera Naam Japa Hun, Kese Kahun Main Chala Akela, Pag Pag Saath Chali Hai, Mamata Ke Anchal Main hun Pala, Teri Karuna Badi hai, Aaj Hun Main Jo Kuch Bhi, Maa Ki Dua Badi Hai, Bhagaban Na Dekha Maine, Bhagaban Meri Wahi Hai, Bhagaban Na Dekha Maine, Bhagaban Meri Wahi Hai ॥

Maiya Kripa Kar Do Jholi Meri Bhar Do

Maiya Kripa Kardo, Jholi Meri Bhardo । Teri Daya Ka Hum, Sada Gungan Karenge । Tera Dhyan Karenge ।

Maa Tera Sacha Dwara Lage Bhakton Ko Pyara

He Jag Janani He Jagadamba, Mahima Teri Apar, Maa Tera Sacha Dwara, Lage Bhakton Ko Pyara ॥

Mat Kar Tu Abhiman Re Bande

Mat Kar Too Abhiman Re Bande, Jhoothi Teri Shan Re । Mat Kar Too Abhiman ॥ Tere Jaise Lakhon Aaye..

Sawariyo Khiche Dora

Hariyalo Mahinon, Nanche Yo Man Mor, Milne Khatir Dekho, Sanwariyo Khinche Dor...

Shyam Chanda Hai Shyama Chakori

Shyam Chanda Hai Shyama Chakori, Badi Sundar Hai Dono Ki Jodi ॥ Shyam Rasiya Hai Shyama Rasili,

Kishori Kuch Aisa Intazam Ho Jaye

Kishori Kuch Aisa Intezaam Ho Jaye । Juba Pe Radha Radha, Radha Naam Ho Jaye | Jab Girte Hue Mainne Tere Naam Liya Hai

Durga Chalisa - Durga Chalisa
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP