Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Kanhaiya Le Chal Parli Paar (कन्हैया ले चल परली पार - भजन)


Kanhaiya Le Chal Parli Paar
Kanhaiya Le Chal Parli Paar,
Saawariya Le Chal Parli Paar,
Jaha Birajo Meri Radha Rani,
Albeli Sarkar ॥
Gun Avagun Sab Tere Arpan,
Paap Punya Sab Tere Arpan,
Buddhi Sahit Maan Tere Arpan,
Yaha Jivan Bhi Tere Arpan,
Main Tere Charon Ki Dashi,
Mere Pran Adhar,
Saawariya Le Chal Parli Paar ॥

Teri Aash Laga Bethi Hun,
Lajja Shil Gawa Bethi Hun,
Main Apna Aap Luta Bethi Hun,
Saawariya Main Teri Ragini,
Tu Mera Mallhar,
Kanhaiya Le Chal Pahali Paar ॥

Jag Ki Kuch Parwah Nahi Hai,
Sujhti Ab Koi Rah Nahi Hai,
Tere Bina Koi Chah Nahi Hai,
Aur Baci Koi Rah Nahi Hai,
Mere Pritam, Mere Majhi,
Saawariya Le Chal Parli Paar ॥

Kanhaiya Le Chal Parli Paar,
Saawariya Le Chal Parli Paar,
Jaha Birajo Meri Radha Rani,
Albeli Sarkar ॥

कन्हैया ले चल परली पार - भजन हिन्दी में पढ़ें

तेरी आस लगा बैठी हूँ, लज्जा शील गवां बैठी हूँ, मैं अपना आप लूटा बैठी हूँ, आँखें खूब थका बैठी हूँ, साँवरिया मैं तेरी रागिनी, तू मेरा मल्हार।। कन्हैया ले चल परली पार ॥
Read Also

Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kripa Karo Hey Shanidev

Kripa Karo Hey Shani dev, Kripa Karo Hey Shani dev, Majhadhar Mein Hai Naiyya, Majhadhar Mein Hai Naiyya Prabhu Paar Karo ॥

Patal Vijay Karke Aaye Ulte Hanuman Ji

Ulat Palat Kar Di Lanka, Veer Balban Ji, Patal Bijay Kar ke Aaye, Ulte Hanuman Ji, Jay Jay Shree Ram Ki,
Jay Hanuman Ki ॥

Ram Naam Tu Japle Re Bande Banenge Tere Kaam

Ram Naam Tu Jap Le Re Bande, Banenge Tere Kaam, Kyo Bhatake Nar Dagar Dagar, Antim Saty Hai Ram, Bolo Ram Ram Ram, Bolo Ram Ram Ram ॥

Japa Kar Baith Kar Bande Ram Ka Naam Pyara Hai

Japa Kar Baith Kar Bande, Ram Ka Naam Pyara Hai, Ram Ka Naam Pyara Hai, Prabhu Ka Naam Pyara Hai, Japa Kar Baith Kar Bande, Ram Ka Naam Pyara Hai ॥

Ram Janmabhoomi Par Jakar Jeet Ke Deep Jalayenge

Ram Janmbhoomi Par Jakar, Jeet Ke Deep Jalayenge, Kalyug Ke Ravan Ab Bhay Se, Apni Khair Manayenge ॥

Har Desh Me Tu Har Bhesh Me Tu

Har Desh Mein Tu, Har Bhesh Mein Tu, Tere Naam Anek Tu Ekhi Hai । Teri Rangbhoomi Yah Vishwa Bhara...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP