Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Kyun Ghabrata Hai Pal Pal Manva Baware (क्यों घबराता है पल पल मनवा बावरे - भजन)


Kyun Ghabrata Hai Pal Pal Manva Baware
Kyon Ghabrata Hai,
Pal Pal Manva Baavre,
Chal Shyam Sharan Mein,
Milegi Sukh Ki Chhaanv Re,
Jeevan Ki Raah Mein,
Thak Gaye Ho Tere Paanv Re,
O Baavre, O Baavre,
Kyoon Ghabrata Hai,
Pal Pal Manva Baavre,
Chal Shyam Sharan Mein,
Milegi Sukh Ki Chhaanv Re ॥
Jo Sharan Shyam Ki Lele,
Vo Phir Kyon Sankat Jhele,
Jo Shyam Bharose Rahakar,
Jeevan Ki Baazi Khele,
Jeet Jayega Har Ek,
Haara Daav Re,
O Baavre, O Baavre,
Kyoon Ghabrata Hai,
Pal Pal Manva Baavre,
Chal Shyam Sharan Mein,
Milegi Sukh Ki Chhaanv Re ॥

Jo Bhi Is Duniya Mein Hai,
Shri Shyam Bharose Chalata,
Parivar Sada Hi Jiska,
Baaba Ki Kripa Se Palta,
Kabhi Na Rahata Khushiyon,
Ka Abhaav Re,
O Baavre, O Baavre,
Kyoon Ghabrata Hai,
Pal Pal Manva Baavre,
Chal Shyam Sharan Mein,
Milegi Sukh Ki Chhaanv Re ॥

Ye Saare Jag Ka Data,
Hain Sabka Bhagya Vidhata,
Premi Ke Har Aansoo Ka,
Sanwariya Mol Chukata,
Har Premi Ke Sang Hai Isako,
Lagaav Re,
O Baavre, O Baavre,
Kyoon Ghabrata Hai,
Pal Pal Manva Baavre,
Chal Shyam Sharan Mein,
Milegi Sukh Ki Chhaanv Re ॥

Jo Bhi Is Duniya Mein Hai,
Shri Shyam Bharose Chalata,
Parivaar Sada Hi Jisaka,
Baba Ki Kripa Se Palta,
Kabhi Na Rahata Khushiyon,
Ka Abhaav Re,
O Baavre, O Baavre,
Kyoon Ghabrata Hai,
Pal Pal Manva Baavre,
Chal Shyam Sharan Mein,
Milegi Sukh Ki Chhaanv Re ॥

Ye Saare Jag Ka Daata,
Hain Sabka Bhagya Vidhata,
Premi Ke Har Aansoo Ka,
Sanwariya Mol Chukaata,
Har Premi Ke Sang Hai Isako,
Lagaav Re,
O Baavre, O Baavre,
Kyoon Ghabrata Hai,
Pal Pal Manva Baavre,
Chal Shyam Sharan Mein,
Milegi Sukh Ki Chhaanv Re ॥

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी

क्यों घबराता है पल पल मनवा बावरे - भजन हिन्दी में पढ़ें

क्यों घबराता है, पल पल मनवा बावरे, चल श्याम शरण में, मिलेगी सुख की छाँव रे, जीवन की राह में, थक गए हो तेरे पाँव रे, ओ बावरे, ओ बावरे...
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Aayi Mahadevi Avtar Bhawani More Angna Main

Aain Mahadevi Avtar, Bhawani More Angna Mein, More Angna Mein Tori Madhiya Mein, Chhain Khushiyan Aprampar, Bhawani Tori Madhiya Mein, Aain Mahadevi Avtar, Bhawani More Angna Mein ॥

Nit Mahima Mai Gaun Maiya Teri

Sada Jyot Jagaoon Maiya Teri, Nit Mahima Main Gaun Maiya Teri, Mujhe Na Kuch Aur Chahiye ॥

Khel Panda Khel Panda Re

Khel Panda Khel Panda Re, Khel Panda Re

Singh Sawari Mahima Bhari

Singh Sawari Mahima Bhari, Pahadon Mein Asthan Tera, Bramha Vishnu Shiv Shankar Bhi, Karte Maan Gungan Tera ॥

Tum Sharnai Aaya Thakur

Tum Sharnai Aaya Thakur, Tum Sharnai Aaya Thakur ॥ Utari Gaio Mere Man Ka Sansa, Jab Te Daraanu Paia ॥

Jagat Me Koi Na Permanent

Jagat Mein Koi Na Permanent, Tel Chameli Chandan Sabun

Bhagwan Buddha Vandan

Namo Tass Bhagvato Arhato Samma Sambuddhass ।

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP