Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Maa Ka Hai Jagrata Maa Ko Aaj Manayenge (माँ का है जगराता, माँ को आज मनाएंगे: भजन)


Maa Ka Hai Jagrata Maa Ko Aaj Manayenge
Maa Ka Hai Jagrata,
Maa Ko Aaj Manayenge,
Jay Mata Di Bol Ke,
Sab Jaykaro Layege ॥
Din Aaj Khusi Ka Aaya Hai,
Maa Ka Darwar Sajaya Hai,
Maa Ke Bhakton Maa Ki Mahima,
Sabko Sunayenge,
Jay Mata Di Bol Ke,
Sab Jaykaro Layege ॥

Ye Vare Nyare Karati Hai,
Khusoyon Se Jholi Bharti Hai,
Maa Ke Dar Se Bhakt Jholiyaan,
Bhar Le Jayenge,
Jay Mata Di Bol Ke,
Sab Jaykaro Layege ॥

Bhakto Ne Dhum Machae Hai,
Nach Nach Ke Dhul Udai Hai,
‘Khanna’ Maa Ki Mahima Gake,
Jay Mata Di Bol Ke,
Sab Jaykaro Layege ॥

Maa Ka Hai Jagrata,
Maa Ko Aaj Manayenge,
Jay Mata Di Bol Ke,
Sab Jaykaro Layege ॥

माँ का है जगराता, माँ को आज मनाएंगे: भजन हिन्दी में पढ़ें

माँ का है जगराता, माँ को आज मनाएंगे, जय माता दी बोल के, सब जयकारे लाएंगे ॥
Read Also

Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanAshtami BhajanGupt Navratri Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Are Hat Ja Pujari Aage Se

Are Hat Ja Pujari Aage Se, Balaji Ke Darshan Karwa De, Pat Khol De Pujari Mandir Ke,
Balaji Ke Darshan Karwa De ॥

Awadhpati Bole Yun Mukh Se Suno Veer Hanuman

Avadhapati Bole Yun Mukh Se, Suno Veer Hanuman, Varsho Baad Pada Hai Tumase, Ek Jaruri Kaam,
Dharati Par Maanav Jaati Yun, Kar Rahi Hahakar, Tumhare Kandhe Par Dharata, Unake Jeevan Ka Bhaar, Ke Tum Vahan Baithe Bali, Karo Har Ek Ki Bhali, Ke Tum Vahaan Baithe Bali, Karo Har Ek Ki Bhali ॥

Anjani Ke Lala Ek Baar Mila De Mohe Ram Se

Anjani Ke Lala, Ek Baar Mila De Mohe Ram Se ॥

Charan Mein Rakhna Sharan Mein Rakhna

Charan Mein Rakhna, Sharan Mein Rakhna, Sada Hi Apani, Lagan Mein Rakhna, Ankhe Jo Mundu, Ho Tera Darshan, Sada Hi Ase, Bhajan Mein Rakhna ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP